And We will surely test you with something of fear and hunger and a loss of wealth and lives and fruits, but give good tidings to the patient,
Aur hum kissi na kissi tarah tumhari aazmaish zaroor keren gay dushman kay darr say bhook piyas say maal-o-jaan aur phalon ki kami say aur unn sabar kerney walon ko khushkhabri dey dijiye.
और हम ज़रूर तुमको आज़माएंगे कुछ डर और भूख से और मालों और जानों और फलों में कमी के ज़रिए, और साबित-क़दम रहने वालों को ख़ुश-ख़बरी दे दो।
Who, when disaster strikes them, say, "Indeed we belong to Allah , and indeed to Him we will return."
Jinhen jab koi musibat aati hai to keh diya kertay hain kay hum to khud Allah Taalaa ki milkiyat hain aur hum ussi ki taraf lotney walay hain.
जिनका हाल यह है कि जब उनको कोई मुसीबत पहुँचती है तो वे कहते हैं: हम अल्लाह के हैं और हम उसी की तरफ़ लौटने वाले हैं।
Those are the ones upon whom are blessings from their Lord and mercy. And it is those who are the [rightly] guided.
Unn per unn kay rab ki nawazishen aur rehmaten hain aur yehi log hidayat yaafta hain.
यही लोग हैं जिनके ऊपर उनके रब की शाबाशियाँ हैं और रहमत है, और यही लोग हैं जो राह पर हैं।