They are not [all] the same; among the People of the Scripture is a community standing [in obedience], reciting the verses of Allah during periods of the night and prostrating [in prayer].
Yeh saray kay saray yaksan nahi bulkay inn ehal-e-kitab mein aik jamat ( haq per ) qaeem rehney wali bhi hai jo raaton kay waqt bhi kalam ullah ki tilawat kertay hain aur sajday bhi kertay hain.
सब अहले-किताब एक जैसे नहीं, उनमें एक गिरोह अहद पर क़ायम है, वे रातों को अल्लाह की आयतें पढ़ते हैं और सज्दा करते हैं।
They believe in Allah and the Last Day, and they enjoin what is right and forbid what is wrong and hasten to good deeds. And those are among the righteous.
Yeh Allah Taalaa per aur qayamat kay din per eman bhi rakhtay hain bhalaiyon ka hukum kertay hain aur buraiyon say roktay hain aur bhalaee kay kaamon mein jaldi kertay hain. Yeh nek bakht logon mein say hain.
वे अल्लाह पर और आख़िरत के दिन पर ईमान रखते हैं और भलाई का हुक्म देते हैं और बुराई से रोकते हैं और नेक कामों की तरफ़ लपकते हैं, ये नेक लोग हैं।
And whatever good they do - never will it be removed from them. And Allah is Knowing of the righteous.
Yeh jo kuch bhi bhalaiyan keren unn ki na qadri na ki jaye gi aur Allah Taalaa perhezgaron ko khoob janta hai.
और जो नेकी भी वे करेंगे उसकी नाक़दरी नहीं की जाएगी, और अल्लाह परहेज़गारों को ख़ूब जानता है।