And give the relative his right, and [also] the poor and the traveler, and do not spend wastefully.
Aur rishtay daaron ka aur miskeenon aur musafiron ka haq ada kertay raho aur israaf aur bey jaa kharch say bacho.
और रिश्तेदार को उसका हक़ दीजिए और मिस्कीन को और मुसाफ़िर को और फ़ज़ूल-ख़र्ची न करें।
Indeed, the wasteful are brothers of the devils, and ever has Satan been to his Lord ungrateful.
Bey jaa kharch kerney walay shetano kay bhai hain. Aur shetan apney perwerdigar ka bara hi na shukra hai.
फ़ज़ूल-ख़र्ची करने वाले शैतान के भाई हैं, और शैतान अपने रब का बड़ा नाशुक्रा है।
And if you [must] turn away from the needy awaiting mercy from your Lord which you expect, then speak to them a gentle word.
Aur agar tujhay inn say mun pher lena paray apney rab ki iss rehmat ki justujoo mein jiss ki tu umeed rakhta hai to bhi tujhay chahiye kay umdagi aur narmi say unhen samjha dey.
और अगर आपको अपने रब के फ़ज़्ल के इंतिज़ार में जिसकी आपको उम्मीद है उनसे एराज़ करना पड़े तो आप उनसे नर्मी की बात कहिए।