Indeed, Allah commands you to render trusts to whom they are due and when you judge between people to judge with justice. Excellent is that which Allah instructs you. Indeed, Allah is ever Hearing and Seeing.
Allah Taalaa tumhen takeedi hukum deta hai kay amanat walon ki amanaten unhen phonchao! Aur jab logon ka faisla kero to adal-o-insaf say faisla kero! Yaqeenan woh behtar cheez hai jiss ki naseehat tumhen Allah Taalaa ker raha hai. Be-shak Allah Taalaa sunta hai dekhta hai.
अल्लाह तुमको हुक्म देता है कि अमानतें उनके हक़दारों तक पहुँचा दो, और जब तुम लोगों के दरमियान फ़ैसला करो तो इंसाफ़ के साथ फ़ैसला करो, अल्लाह क्या ही अच्छी नसीहत करता है तुमको, बेशक अल्लाह सुनने वाला, देखने वाला है।
Whoever desires the reward of this world - then with Allah is the reward of this world and the Hereafter. And ever is Allah Hearing and Seeing.
Jo shaks duniya ka sawab chahta ho to ( yaad rakho kay ) Allah Taalaa kay pass to duniya aur aakhirat ( dono ) ka sawab mojood hai aur Allah Taalaa boht sunney wala aur khoob dekhney wala hai.
जो शख़्स दुनिया का सवाब चाहता है तो अल्लाह के पास दुनिया का सवाब भी है और आख़िरत का सवाब भी, और अल्लाह सुनने वाला, देखने वाला है।
Indeed, We created man from a sperm-drop mixture that We may try him; and We made him hearing and seeing.
Besahak hum ney insan ko milay julay nutfay say imtehan kay liye paida kiya aur uss ko sunta dekhta banaya
हम ने मनुष्य को एक मिश्रित वीर्य से पैदा किया, उसे उलटते-पलटते रहे, फिर हम ने उसे सुनने और देखने वाला बना दिया