But do they not know that Allah knows what they conceal and what they declare?
Kiya yeh nahi janatay kay Allah Taalaa inn ki posheedgi aur zahri daari sab ko janta hai?
क्या वे नहीं जानते कि अल्लाह को मालूम है जो वे छुपाते हैं और जो वे ज़ाहिर करते हैं।
Do they not see that they are tried every year once or twice but then they do not repent nor do they remember?
Aur kiya inn ko nahi dikhlaee deta kay yeh log her saal aik baar ya do baar kissi na kissi aafat mein phanstay rehtay hain phir bhi na toba kertay aur na naseehat qabool kertay hain.
क्या ये लोग देखते नहीं कि वे हर साल एक बार या दो बार आज़माइश में डाले जाते हैं फिर भी न तौबा करते हैं और न सबक़ हासिल करते हैं।
Does man not remember that We created him before, while he was nothing?
Kiya yeh insan itna bhi yaad nahi rakhta kay hum ney ussay iss say pehlay peda kiya halankay woh kuch bhi na tha.
क्या मनुष्य याद नहीं करता कि हम उसे इस से पहले पैदा कर चुके हैं, जबकि वह कुछ भी न था?