And to Allah belongs whatever is in the heavens and whatever is on the earth. And We have instructed those who were given the Scripture before you and yourselves to fear Allah . But if you disbelieve - then to Allah belongs whatever is in the heavens and whatever is on the earth. And ever is Allah Free of need and Praiseworthy.
Zamain-o-aasamanon ki her her cheez Allah Taalaa hi ki milkiyat mein hai aur waqaee hum ney unn logon ko jo tum say pehlay kitab diye gaye thay aur tum ko bhi yehi hukum kiya hai kay Allah say dartay raho aur agar tum kufur kero to yaad rakho kay Allah kay liye hai jo kuch aasmanon mein hai aur jo kuch zamin mein hai aur Allah boht bey niaz aur tareef kiya gaya hai.
और अल्लाह का है जो कुछ आसमानों में है और जो कुछ ज़मीन में है, और हमने हुक्म दिया है उन लोगों को जिन्हें तुमसे पहले किताब दी गई और तुमको भी कि अल्लाह से डरो, और अगर तुम न मानो तब भी अल्लाह ही का है जो कुछ आसमानों में है और जो कुछ ज़मीन में है, और अल्लाह बेनियाज़ है, सब ख़ूबियों वाला है।
O Mankind, the Messenger has come to you with the truth from your Lord, so believe; it is better for you. But if you disbelieve - then indeed, to Allah belongs whatever is in the heavens and earth. And ever is Allah Knowing and Wise.
Aey logo! Tumharay pass tumharya rab ki taraf say haq ley ker rasool aagaya hai pus tum eman lao takay tumharay liye behtri ho aur agar tum kafir hogaye to Allah hi ki hai her woh cheez jo aasmanon aur zamin mein hai aur Allah daana hai hikmat wala hai.
ऐ लोगो! तुम्हारे पास रसूल आ चुका है तुम्हारे रब की तरफ़ से हक़ बात लेकर, पस (उसको) मान लो ताकि तुम्हारा भला हो, और अगर न मानोगे तब भी अल्लाह ही का है जो कुछ आसमानों में और ज़मीन में है, और अल्लाह जानने वाला, हिकमत वाला है।
If you disbelieve - indeed, Allah is Free from need of you. And He does not approve for His servants disbelief. And if you are grateful, He approves it for you; and no bearer of burdens will bear the burden of another. Then to your Lord is your return, and He will inform you about what you used to do. Indeed, He is Knowing of that within the breasts.
Agar tum na-shukri kero to ( yaad rakho kay ) Allah Taalaa tum ( sab say ) be-niyaz hai aur woh apnay bando ki na-shukri say khush nahi aur agar tum shukar kero to woh issay tumharay liye pasand keray ga aur koi kissi ka bojh nahi uthata phit tum sab ka lotna tumharay rab hi ki taraf hai. Tumhen woh batla dey ga jo tum kertay thay. Yaqeenan woh dilon tak ki baaton ka waqif hai.
यदि तुम इनकार करोगे तो अल्लाह तुम से निस्पृह है। यद्यपि वह अपने बन्दों के लिए इनकार को पसन्द नहीं करता, किन्तु यदि तुम कृतज्ञता दिखाओगे, तो उसे वह तुम्हारे लिए पसन्द करता है। कोई बोझ न उठाएगा। फिर तुम्हारी वापसी अपने रब ही की ओर है। और वह तुम्हे बता देगा, जो कुछ तुम करते रहे होगे। निश्चय ही वह सीनों तक की बातें जानता है