What would Allah do with your punishment if you are grateful and believe? And ever is Allah Appreciative and Knowing.
Allah Taalaa tumhen saza dey ker kiya keray ga? Agar tum shukar guzari kertay raho aur ba eman raho Allah Taalaa boht qadar kerney wala aur poora ilm rakhney wala hai.
अल्लाह तुमको अज़ाब दे कर क्या करेगा अगर तुम शुक्रगुज़ारी करो और ईमान लाओ, अल्लाह बड़ा क़द्रदान है, सब कुछ जानने वाला है।
[He was] grateful for His favors. Allah chose him and guided him to a straight path.
Allah Taalaa ki nematon kay shukar guzaar thay Allah ney unhen apna bar gazeedah ker liya tha aur uhen raah-e-raast sujha di thi.
वह उसकी नेमतों का शुक्र करने वाले थे, अल्लाह ने उसको चुन लिया और सीधे रास्ते की तरफ़ उसकी रहनुमाई की।
Indeed, We guided him to the way, be he grateful or be he ungrateful.
Hum ney ussay raah dikhai abb khua wo shukar guzar banay khua na shukra
हम ने उसे मार्ग दिखाया, अब चाहे वह कृतज्ञ बने या अकृतज्ञ