Say, "Whoever is an enemy to Gabriel - it is [none but] he who has brought the Qur'an down upon your heart, [O Muhammad], by permission of Allah , confirming that which was before it and as guidance and good tidings for the believers."
( aey nabi! ) aap keh dijiye kay jo jibraeel ka dushman ho jiss ney aap kay dil per paygham-e-baari taalaa utaara hai jo paygham inn kay pass ki kitab ki tasdeeq kerney wala aur mominon ko hidayat aur khushkhabri denay wala hai.
(प्यारे नबी) कहिये कि जो कोई जिब्राईल का मुख़ालिफ़ है तो उसने इस कलाम को तुम्हारे दिल पर अल्लाह के हुक्म से उतारा है, वह सच्चा करने वाला है उसका जो इसके आगे है, और वह हिदायत और ख़ुश-ख़बरी है ईमान वालों के लिए।
And [mention] the Day when We will resurrect among every nation a witness over them from themselves. And We will bring you, [O Muhammad], as a witness over your nation. And We have sent down to you the Book as clarification for all things and as guidance and mercy and good tidings for the Muslims.
Aur jiss din hum her ummat mein unhi mein say unn kay muqablay mein gawah khara keren gay aur tujhay inn sab per gawah bana ker layen gay aur hum ney tujh per yeh kitab nazil farmaee hai jiss mein her cheez ka shafi biyan hai aur hidayat aur rehmat aur khuskhabri say musalmanon kay liye.
और जिस दिन हम हर उम्मत में एक गवाह उन्हीं में से उठाएंगे और आपको उन लोगों पर गवाह बनाकर लाएंगे, और हमने आप पर किताब उतारी है हर चीज़ को खोल देने के लिए, वह हिदायत और रहमत और बशारत है फ़रमाँबरदारों के लिए।
Say, [O Muhammad], "The Pure Spirit has brought it down from your Lord in truth to make firm those who believe and as guidance and good tidings to the Muslims."
Keh dijiye kay issay aap kay rab ki taraf say jibraeel haq kay sath ley ker aaye hain takay eman walon ko Allah Taalaa istaqamat ata farmaye aur musalmanon ki rehnumaee aur bisharat ho jaye.
कह दीजिए कि उसको रूहुल-क़ुदुस ने तुम्हारे रब की तरफ़ से हक़ के साथ उतारा है; ताकि वह ईमान वालों को साबित-क़दम रखे और वह हिदायत और ख़ुश-ख़बरी हो फ़रमाँबरदारों के लिए।