For them will be the Home of Peace with their Lord. And He will be their protecting friend because of what they used to do.
Inn logon kay wastay inn kay rab kay pass salamti ka ghar hai aur Allah Taalaa inn say mohabbat rakhta hai inn kay aemaal kay waja say.
उन्हीं के लिए सलामती का घर है उनके रब के पास और वह उनका मददगार है उस अमल की वजह से जो वे ख़ुद करते रहे।
And it will be said to those who feared Allah , "What did your Lord send down?" They will say, "[That which is] good." For those who do good in this world is good; and the home of the Hereafter is better. And how excellent is the home of the righteous -
Aur perhezgaron say poocha jata hai kay tumharya perwerdigar ney kiya nazil farmaya hai? Wo woh jawab detay hain kay achay say acha. Jin logon ney bhalee ki unn kay liye iss duniya mein bhalee hai aur yaqeenan aakhirat ka ghar to boht hi behtar hai aur kiya hi khoob perhezgaron ka ghar hai.
और जो तक़वे वाले हैं उनसे कहा गया कि तुम्हारे रब ने क्या चीज़ उतारी है तो उन्होंने कहा कि नेक बात, जिन लोगों ने भलाई की उनके लिए इस दुनिया में भी भलाई है और आख़िरत का घर बेहतर है, और क्या ख़ूब घर है तक़वे वालों का।
O my people, this worldly life is only [temporary] enjoyment, and indeed, the Hereafter - that is the home of [permanent] settlement.
Aey meri qom! Yeh hayat-e-duniya matay-e-faani hai ( yaqeen mano kay qarar ) aur hameshgi ka ghar to aakhirat hi hai.
ऐ मेरी क़ौम के लोगो! यह सांसारिक जीवन तो बस अस्थायी उपभोग है। निश्चय ही स्थायी रूप से ठहरने का घर तो आख़िरत ही है
That is the recompense of the enemies of Allah - the Fire. For them therein is the home of eternity as recompense for what they, of Our verses, were rejecting.
Allah kay dushmano ki saza yehi dozakh ki aag hai jiss mein inn ka hameshgi ka ghar hai ( yeh ) badla hai humari aayaton say inkar kerney ka.
वह है अल्लाह के शत्रुओं का बदला - आग। उसी में उस का सदा का घर है, उस के बदले में जो वे हमारी आयतों का इनकार करते रहे