Those are the ones who have purchased error [in exchange] for guidance, so their transaction has brought no profit, nor were they guided.
Yeh woh log hain jinhon ney gumrahi ko hidayat kay badlay mein khareed liya pus na to inn ki tijarat ney inn ko faeeda phonchaya aur na yeh hidayat walay huye.
यह वे लोग हैं जिन्होंने हिदायत के बदले गुमराही ख़रीद ली है; लिहाज़ा न उनकी तिजारत में नफ़ा हुआ और न ही उन्हें सही रास्ता नसीब हुआ।
Those are the ones who have bought the life of this world [in exchange] for the Hereafter, so the punishment will not be lightened for them, nor will they be aided.
Yeh woh log hai jinhon ney duniya ki zindagi ko aakhirat kay badlay khareed liya hai inn kay na to azab halkay hongay aur na inn ki madad ki jaye gi.
यही लोग हैं जिन्होंने आख़िरत के बदले दुनिया की ज़िंदगी ख़रीदी, पस न उनका अज़ाब हल्का किया जाएगा और न उनको मदद पहुँचेगी।
Those are the ones who have exchanged guidance for error and forgiveness for punishment. How patient they are in pursuit of the Fire!
Yeh woh log hain jinhon ney gumrahi ko hidayat kay badlay aur azab ko maghfirat kay badlay khareed liya hai yeh log aag ka azab kitna bardasht kerney walay hain.
ये वे लोग हैं जिन्होंने हिदायत के बदले गुमराही और मग़्फ़िरत के बदले अज़ाब की ख़रीदारी कर ली है; चुनाँचे (अंदाज़ा करो कि) ये दोज़ख की आग सहने के लिए कितने तैयार हैं।
Indeed, those who purchase disbelief [in exchange] for faith - never will they harm Allah at all, and for them is a painful punishment.
Kufur ko eman kay badlay khareedney walay hergiz hergiz Allah Taalaa ko koi nuksan nahi phoncha saktay aur inn hi kay liye alam naak azab hai.
जिन लोगों ने ईमान के बदले कुफ़्र को ख़रीदा है वे अल्लाह का कुछ बिगाड़ नहीं सकते, और उनके लिए दर्दनाक अज़ाब है।