And We have certainly created you, [O Mankind], and given you [human] form. Then We said to the angels, "Prostrate to Adam"; so they prostrated, except for Iblees. He was not of those who prostrated.
Aur hum ney tum ko peda kiya phri hum hi ney tumhari soorat banaee phir hum ney farishton say kaha aadam ko sajda kero so sab ney sajda kiya ba-juz iblees kay woh sajda kerney walon mein shamil na hua.
और हमने तुमको पैदा किया फिर हमने तुम्हारी सूरतें बनाईं फिर फ़रिश्तों से कहा कि आदम को सज्दा करो पस उन्होंने सज्दा किया मगर इबलीस सज्दा करने वालों में शामिल न हुआ।
Except Iblees, he refused to be with those who prostrated.
Magar iblees kay. Kay uss ney sajda kerney walon mein shamooliyat kerney say ( saaf ) inkar kerdiya.
मगर इबलीस कि उसने सज्दा करने वालों का साथ देने से इनकार कर दिया।
[ Allah ] said, O Iblees, what is [the matter] with you that you are not with those who prostrate?"
( Allah Taalaa ) ney farmaya aey iblees tujhay kiya hua kay tu sajda kerney walon mein shamil na hua?
अल्लाह ने कहाः ऐ इबलीस! तुझको क्या हुआ कि तू सज्दा करने वालों में शामिल न हुआ।
So exalt [ Allah ] with praise of your Lord and be of those who prostrate [to Him].
Aap apney perwerdigar ki tasbeeh aur hamd biyan kertay rahen aur sajda kerney walon mein shamil hojayen.
पस आप अपने रब की हम्द के साथ उसकी तस्बीह कीजिए और सज्दा करने वालों में से बन जाइए।
And your movement among those who prostrate.
Aur sajda kerney walon kay darmiyan tera ghoomna phirna bhi.
और सजदा करने वालों में तुम्हारे चलत-फिरत को भी वह देखता है