And remember your Lord within yourself in humility and in fear without being apparent in speech - in the mornings and the evenings. And do not be among the heedless.
Aur aey shaks! Apney rab ki yaad kiya ker apney dil mein aajzi kay sath aur khof kay sath aur zor ki aawaz ki nisbat kum aawaz kay sath subha aur shaam aur ehal-e-ghaflat mein say mat hona.
और अपने रब को सुबह व शाम याद करें अपने दिल में आजिज़ी और ख़ौफ़ के साथ और पस्त-आवाज़ से, और ग़ाफ़िलों में से न बनें।
And to Allah prostrates whoever is within the heavens and the earth, willingly or by compulsion, and their shadows [as well] in the mornings and the afternoons.
Allah hi kay liye zamin aur aasmanon ki sab makhlooq khushi aur na aur na khushi say sajda kerti hai aur unn kay saye bhi subha-o-shaam.
और आसमानों और ज़मीन में जो भी हैं सब अल्लाह ही को सज्दा करते हैं ख़ुशी से या मजबूरी से और उनके साए भी सुबह और शाम।
[Such niches are] in mosques which Allah has ordered to be raised and that His name be mentioned therein; exalting Him within them in the morning and the evenings
Unn gharon mein jin kay buland kerney aur jin mein apnay naam ki yaad ka Allah Taalaa ney hukum diya hai wahan subha-o-shaam Allah Taalaa ki tasbeeh biyan kertay hain.
उन घरों में जिन को ऊँचा करने और जिनमें अपने नाम के याद करने का अल्लाह ने हुक्म दिया है,