And that was 'Aad, who rejected the signs of their Lord and disobeyed His messengers and followed the order of every obstinate tyrant.
Yeh thi qom-e-aad jinhon ney apney rab ki aayaton ka inkar kiya aur uss kay rasoolon ki na farmani ki aur her aik sirkash na farman kay hukum ki tabeydari ki.
और ये आद थे कि उन्होंने अपने रब की निशानियों का इनकार किया और उसके रसूलों को न माना और सरकश और मुख़ालिफ़ की बात की इत्तिबा की।
So never think that Allah will fail in His promise to His messengers. Indeed, Allah is Exalted in Might and Owner of Retribution.
Aap hergiz yeh khayal na keren kay Allah apney nabiyon say wada khilafi keray ga Allah bara hi ghalib aur badla lenay wala hai.
पस आप अल्लाह को अपने पैग़म्बरों से वादा-ख़िलाफ़ी करने वाला न समझें, बेशक अल्लाह ज़बरदस्त है, बदला लेने वाला है।
And what Allah restored [of property] to His Messenger from them - you did not spur for it [in an expedition] any horses or camels, but Allah gives His messengers power over whom He wills, and Allah is over all things competent.
Aur inn ka jo maal Allah Taalaa ney apney rasool kay haath lagaya hai jiss per na to tum ney ghoray doraye hain aur na oont bulkay Allah Taalaa apney rasool ko jiss per chahaye ghalib ker deta hai aur Allah Taalaa her cheez per qadir hai.
और अल्लाह ने उन से लेकर अपने रसूल की ओर जो कुछ पलटाया, उस के लिए न तो तुम ने घोड़े दौड़ाए और न ऊँट। किन्तु अल्लाह अपने रसूलों को जिस पर चाहता है प्रभुत्व प्रदान कर देता है। अल्लाह को तो हर चीज़ की सामर्थ्य प्राप्त है