And indeed, each [of the believers and disbelievers] - your Lord will fully compensate them for their deeds. Indeed, He is Acquainted with what they do.
Yaqeenan inn mein say her aik jab unn kay roo baroo jayega to aap ka rab ussay uss kay aemaal ka poora poora badla dey ga. Be-shak woh jo ker rahey hain unn say woh ba khabar hai.
और यक़ीनन आपका रब हर एक को उसके आमाल का पूरा बदला देगा, वह बाख़बर है उससे जो वे कर रहे हैं।
And the people of Noah - when they denied the messengers, We drowned them, and We made them for mankind a sign. And We have prepared for the wrongdoers a painful punishment.
Aur qom-e-nooh ney bhi jab rasoolon ko jhoota kaha to hum ney unhen gharaq ker diya aur logon kay liye unhen nishan-e-ibrat bana diya. Aur hum ney zalimon kay liye dard-naak azab mohiyya ker rakha hai.
और नूह की क़ौम को भी, जब उन्होंने रसूलों को झुठलाया तो हम ने उन्हें डुबा दिया और लोगों के लिए उन्हें एक निशानी बना दिया, और उन ज़ालिमों के लिए हम ने एक दुखद यातना तैयार कर रखी है
There is no soul but that it has over it a protector.
Koi asa nahi jis per nigheban farishta na ho
कि हर एक व्यक्ति पर एक निगरानी करने वाला नियुक्त है