Send him with us tomorrow that he may eat well and play. And indeed, we will be his guardians.
Kal aap zaroor issay humaray sath bhej dijiye kay khoob khaye piye aur khelay iss ki hifazat kay hum zimmay daar hain.
कल उसको हमारे साथ भेज दीजिए, ख़ूब खाए और खेले और हम उसके निगहबान हैं।
And never say of anything, "Indeed, I will do that tomorrow,"
Aur hergiz hergiz kissi kaam yun na kehna kay mein issay kal keroon ga.
और न किसी चीज़ के विषय में कभी यह कहो, "मैं कल इसे कर दूँगा।"
Indeed, Allah [alone] has knowledge of the Hour and sends down the rain and knows what is in the wombs. And no soul perceives what it will earn tomorrow, and no soul perceives in what land it will die. Indeed, Allah is Knowing and Acquainted.
Be-shak Allah Taalaa hi kay pass qayamat ka ilm hai wohi barish nazil farmata hai aur maa kay pet mein jo hai ussay janta hai. Koi ( bhi ) nahi janta kay kal kiya ( kuch ) keray ga? Na kissi ko yeh maloom hai kay kiss zamin mein maray ga ( yaad rakho ) Allah Taalaa ho pooray ilm wala aur sahih khabron wala hai.
निस्संदेह उस घड़ी का ज्ञान अल्लाह ही के पास है। वही मेंह बरसाता है और जानता है जो कुछ गर्भाशयों में होता है। कोई व्यक्ति नहीं जानता कि कल वह क्या कमाएगा और कोई व्यक्ति नहीं जानता है कि किस भूभाग में उस की मृत्यु होगी। निस्संदेह अल्लाह जानने वाला, ख़बर रखने वाला है
They will know tomorrow who is the insolent liar.
Abb sab jaan lengey kal ko kay kon jhoota aur shekhi khor tha?
"कल को ही वे जान लेंगे कि कौन परले दरजे का झूठा, बड़ा आत्मश्लाघी है।