That is [deserved by them] because Allah has sent down the Book in truth. And indeed, those who differ over the Book are in extreme dissension.
Inn azabon ka baees yeh hi hai kay Allah Taalaa ney sachi kitab utari aur iss kitab mein ikhtilaf kerney walay yaqeenan door kay khilaf mein hain.
यह इस लिए कि अल्लाह ने अपनी किताब को ठीक-ठीक उतारा, मगर जिन लोगों ने किताब में कई राहें निकाल लीं वे ज़िद में दूर जा पड़े।
[That is] so He may make what Satan throws in a trial for those within whose hearts is disease and those hard of heart. And indeed, the wrongdoers are in extreme dissension.
Yeh iss liye kay shetani milawat ko Allah Taalaa unn logon ki aazmaeesh ka zariya bana dey jin kay dilon mein beemari hai aur jin kay dil sakht hain. Be-shak zalim log gehri mukhalifat mein hain.
ताकि शैतान के डाले हुए विघ्न को उन लोगों के लिए आज़माइश बना दे जिन के दिलों में रोग है और जिन के दिल कठोर है। निस्संदेह ज़ालिम परले दर्ज के विरोध में ग्रस्त है। -
Say, "Have you considered: if the Qur'an is from Allah and you disbelieved in it, who would be more astray than one who is in extreme dissension?"
Aap keh dijiyey! Kay bhala yeh to batao kay agar yeh quran Allah ki taraf say aaya hua ho phir tum ney issay na mana pus uss say barh ker behka hua kon hoga jo mukhalifat mein ( haq say ) door chala jaye.
कह दो, "क्या तुम ने विचार किया, यदि वह (क़ुरआन) अल्लाह की ओर से ही हुआ और तुम ने उस का इनकार किया तो उस से बढ़कर भटका हुआ और कौन होगा जो विरोध में बहुत दूर जा पड़ा हो?"