To this world and the Hereafter. And they ask you about orphans. Say, "Improvement for them is best. And if you mix your affairs with theirs - they are your brothers. And Allah knows the corrupter from the amender. And if Allah had willed, He could have put you in difficulty. Indeed, Allah is Exalted in Might and Wise.
Duniya aur aakhirat kay umoor ko. Aur tujh say yateemon kay baray mein bhi sawal kertay hain aap keh dijiye kay inn ki khair khuwahi behtar hai tum agar inn ka maal apney maal mein mila bhi lo to woh tumharay bhai hain bad niyat aur nek niyat her aik ko Allah khoob janta hai aur agar Allah chahata to tumhen mushaqqat mein daal deta yaqeenan Allah Taalaa ghalbay wala hikmat wala hai.
दुनिया और आख़िरत के मामलात में, और वे आपसे यतीमों के मुतअल्लिक़ पूछते हैं, आप कह दें कि उनकी भलाई चाहना तो नेक काम है, और अगर तुम उनको अपने साथ शामिल कर लो तो वे तुम्हारे भाई हैं, और अल्लाह को मालूम है कि कौन ख़राबी पैदा करने वाला है और कौन दुरुस्तगी पैदा करने वाला है, और अगर अल्लाह चाहता तो तुमको मुश्किल में डाल देता; बेशक अल्लाह ज़बरदस्त है, तदबीर करने वाला है।
But if they repent, establish prayer, and give zakah, then they are your brothers in religion; and We detail the verses for a people who know.
Abb bhi agar yeh tauba kerlen aur namaz kay paband hojayen aur zakat detay rahen to tumharay deeni bhai hain. Hum to jannay walon kay liye aayaten khol khol ker biyan ker rahey hain.
पस अगर वे तौबा करें और नमाज़ क़ायम करें और ज़कात अदा करें तो वे तुम्हारे दीनी भाई हैं, और हम खोल कर बयान करते हैं आयात को जानने वालों के लिए।
Call them by [the names of] their fathers; it is more just in the sight of Allah . But if you do not know their fathers - then they are [still] your brothers in religion and those entrusted to you. And there is no blame upon you for that in which you have erred but [only for] what your hearts intended. And ever is Allah Forgiving and Merciful.
Lay palakon ko unn kay ( haqeeqi ) baapon ki taraf nisbat kerkay bulao Allah kay nazdeek poora insaf yeh hi hai. Phir agar tumhen unn kay ( haqeeqi ) baapon ka ilm hi na ho to woh tumharay deeni bhai aur dost hain tum say bhool chook mein jo kuch hojaye uss mein tum per koi gunah nahi albata gunah woh hai jiss ka tum irada dil say kero. Allah Taalaa bara hi bakhshney wala meharbaan hai.
उन्हें उन के बापों का बेटा करहर पुकारो। अल्लाह के यहाँ यही अधिक न्यायसंगत बात है। और यदि तुम उन के बापों को न जानते हो, तो धर्म में वे तुम्हारे भाई तो है ही और तुम्हारे सहचर भी। इस सिलसिले में तुम से जो ग़लती हुई हो उस में तुम पर कोई गुनाह नहीं, किन्तु जिस का संकल्प तुम्हारे दिलों ने कर लिया, उस की बात और है। वास्तव में अल्लाह अत्यन्त क्षमाशील, दयावान है