Do you not consider, [O Muhammad], those who were given a portion of the Scripture? They are invited to the Scripture of Allah that it should arbitrate between them; then a party of them turns away, and they are refusing.
Kiya aap ney unhen nahi dekha jinhen aik hissa kitab ki diya gaya hai woh apney aapas kay faislon kay liye Allah Taalaa ki kitab ki taraf bulaye jatay hain phir bhi aik jamat inn ki mun pher ker lot jati hai.
क्या तुमने उन लोगों को नहीं देखा जिनको अल्लाह की किताब का एक हिस्सा दिया गया था, उनको अल्लाह की किताब की तरफ़ बुलाया जा रहा है ताकि वे उनके दरमियान फ़ैसला करे, फिर उनमें का एक गिरोह मुँह फेर लेता है बेरुख़ी करते हुए।
Have you not seen those who were given a portion of the Scripture, purchasing error [in exchange for it] and wishing you would lose the way?
Kiya tum ney unhen nahi dekha? Jinhen kitab ka kuch hissa diya gaya hai woh gumrahi khareedtay hain aur chahtay hain kay tum bhi raah say bhatak jao.
क्या आपने उन लोगों को नहीं देखा जिनको किताब से एक हिस्सा मिला था, वे गुमराही को ख़रीद रहे हैं और चाहते हैं कि तुम भी सीधे रास्ते से भटक जाओ।
Have you not seen those who were given a portion of the Scripture, who believe in superstition and false objects of worship and say about the disbelievers, "These are better guided than the believers as to the way"?
Kiya aap ney unhen nahi dekha jinhen kitab ka kuch hissa mila hai? Jo butt ka aur baatil mabood ka aetiqaad rakhtay hain aur kafiron kay haq mein kehtay hain kay yeh log eman walon say ziyada raah-e-raast per hain.
क्या आपने उन लोगों को नहीं देखा जिन्हें किताब (यानी तौरात के इल्म) का एक हिस्सा दिया गया था कि वे (किस तरह) बुतों और शैतान की तस्दीक़ कर रहे हैं और काफ़िरों के बारे में कहते हैं कि ईमान वालों के मुक़ाबले ये ज़्यादा रास्ते पर हैं।
And [also for] those who were settled in al-Madinah and [adopted] the faith before them. They love those who emigrated to them and find not any want in their breasts of what the emigrants were given but give [them] preference over themselves, even though they are in privation. And whoever is protected from the stinginess of his soul - it is those who will be the successful.
Aur ( unn kay liye ) jinhon ney iss ghar mein ( yani madina ) aur eman mein inn say pehlay jagah bana li hai aur apni taraf hijrat ker kay aaney walon say mohabbat kertay hain aur mohajireen ko jo kuch dey diya jaye iss say woh apney dilon mein koi tangi nahi rakhtay bulkay khud apney upper enhen tarjeeh detay hain go khud ko kitni hi sakht haajat ho ( baat yeh hai ) kay jo bhi apney nafs kay bukhul say bachaya gaya wohi kaamyaab ( aur baa murad ) hai.
और उन के लिए जो उन से पहले ही से हिजरत के घर (मदीना) में ठिकाना बनाए हुए हैं और ईमान पर जमे हुए हैं, वे उन से प्रेम करते हैं जो हिजरत करके उन के यहाँ आए हैं और जो कुछ भी उन्हें दिया गया उस से वे अपने सीनों में कोई खटक नहीं पाते और वे उन्हें अपने मुक़ाबले में प्राथमिकता देते हैं, यद्यपि अपनी जगह वे स्वयं मुहताज ही हों। और जो अपने मन के लोभ और कृपणता से बचा लिया जाए ऐसे लोग ही सफल हैं