Those [believers] who responded to Allah and the Messenger after injury had struck them. For those who did good among them and feared Allah is a great reward -
Jin logon ney Allah aur uss kay rasool kay hukum ko qabool kiya iss kay baad kay unhen pooray zakham lag chukay thay inn mein say jinhon ney neki ki aur perezgari barti unn kay liye boht ziyada ajar hai.
जिन लोगों ने अल्लाह और रसूल के हुक्म को माना बाद इसके कि उनको ज़ख़्म लग चुका था, उनमें से जो नेक और परहेज़गार हैं उनके लिए बड़ा अज्र है।
O you who have believed, obey Allah and obey the Messenger and those in authority among you. And if you disagree over anything, refer it to Allah and the Messenger, if you should believe in Allah and the Last Day. That is the best [way] and best in result.
Aey eman walo! Farmanbardari kero Allah Taalaa ki aur farmanbardari kero rasool ( PBUH ) ki aur tum mein say ikhtiyar walon ki. Phir agar kissi cheez mein ikhtilaf kero to ussay lotao Allah Taalaa ki taraf aur rasool ki taraf agar tumhen Allah Taalaa per aur qayamat kay din per eman hai. Yeh boht behtar hai aur ba aetbaar anjam kay boht acha hai.
ऐ ईमान वालो! अल्लाह की इताअत करो और रसूल की इताअत करो और अपने में से ज़िम्मेदारों की, फिर अगर तुम्हारे दरमियान किसी चीज़ में इख़्तिलाफ़ हो जाए तो उसको अल्लाह और रसूल के हवाले कर दो, अगर तुम अल्लाह पर और आख़िरत के दिन पर ईमान रखते हो, यह बात अच्छी है और इसका अंजाम बेहतर है।
They ask you, [O Muhammad], about the bounties [of war]. Say, "The [decision concerning] bounties is for Allah and the Messenger." So fear Allah and amend that which is between you and obey Allah and His Messenger, if you should be believers.
Yeh log aap say ghanimaton ka hukum daryaft kertay hain aap farma dijiye! Kay yeh ghanimaten Allah ki hain aur rasool ki hain so tum Allah say daro aur apny bahumi taalluqaat ki ki islaah kero aur uss kay rasool ki ita’at kero agar tum eman walay ho.
वे आपसे अनफ़ाल (माले-ग़नीमत) के बारे में पूछते हैं, कह दीजिए कि अनफ़ाल अल्लाह और उसके रसूल के लिए हैं, पस तुम लोग अल्लाह से डरो और अपने आपस के तअल्लुक़ात की इस्लाह करो और अल्लाह और उसके रसूल की इताअत करो, अगर तुम ईमान रखते हो।