Then We will save our messengers and those who have believed. Thus, it is an obligation upon Us that We save the believers
Phir hum apney payghumbaron ko aur eman walon ko bacha letay thay issi tarah humaray zimmay hai kay hum eman walon ko nijat diya kertay hain.
फिर हम बचा लेते हैं अपने रसूलों को और उनको जो ईमान लाए, इसी तरह हमारा ज़िम्मा है कि हम ईमान वालों को बचा लेंगे।
Indeed, We will support Our messengers and those who believe during the life of this world and on the Day when the witnesses will stand -
Yaqeenan hum apnay rasoolon ki aur eman walon ki madad zindaganiy-e-duniya mein bhi keren gay aur uss din bhi jab gawahee denay walay kharay hongay.
निश्चय ही हम अपने रसूलों की और उन लोगों की जो ईमान लाए अवश्य सहायता करते हैं, सांसारिक जीवन में भी और उस दिन भी, जबकि गवाह खड़े होंगे
When those who disbelieved had put into their hearts chauvinism - the chauvinism of the time of ignorance. But Allah sent down His tranquillity upon His Messenger and upon the believers and imposed upon them the word of righteousness, and they were more deserving of it and worthy of it. And ever is Allah , of all things, Knowing.
Jabkay inn kafiron ney apnay dilon mein hamiyat ko jagah di aur hamiyat bhi jaheeliyat ki so Allah Taalaa ney apnay rasool per aur momineen per apni taraf say taskeen nazil farmaee aur Allah Taalaa ney musalmano ko takway ki baat per jamaye rakha aur woh iss kay ehal aur ziyadah mustahiq thay aur Allah Taalaa her cheez ko khoob jaanta hai.
याद करो जब इनकार करने वाले लोगों ने अपने दिलों में हठ को जगह दी, अज्ञानपूर्ण हठ को; तो अल्लाह ने अपने रसूल पर और ईमान वालो पर सकीना (प्रशान्ति) उतारी और उन्हें परहेज़गारी (धर्मपरायणता) की बात का पाबन्द रखा। वे इस के ज़्यादा हक़दार और इस के योग्य भी थे। अल्लाह तो हर चीज़ जानता है
Then Allah sent down His tranquillity upon His Messenger and upon the believers and sent down soldiers angels whom you did not see and punished those who disbelieved. And that is the recompense of the disbelievers.
Phir Allah ney apni taraf ki taskeen apney nabi per aur mominon per utari aur apney woh lashkar bhejay jinhen tum dekh nahi rahey thay aur kafiron ko poori saza di. Inn kuffaar kay yehi badla tha.
उसके बाद अल्लाह ने अपने रसूल और मोमिनीन पर अपनी सकीनत उतारी और ऐसे लश्कर उतारे जिनको तुमने नहीं देखा और अल्लाह ने काफ़िरों को सज़ा दी, और यही काफ़िरों का बदला है।