And on the Day when He will gather them, [it will be] as if they had not remained [in the world] but an hour of the day, [and] they will know each other. Those will have lost who denied the meeting with Allah and were not guided
Aur inn ko woh din yaad dulaiye jiss mein Allah inn ko ( apney huzoor ) jama keray ga ( to inn ko aisa mehsoos hoga ) kay goya woh ( duniya mein ) saray din ki aik aadh ghari rahey hongay aur aapas mein aik doosray ko pehchanney ko thehray hon. Waqaee khasaray mein paray woh log jinhon ney Allah kay pass janey ko jhutlaya aur woh hudayat paney walay na thay.
और जिस दिन अल्लाह उनको जमा करेगा, गोया कि वे बस दिन की घड़ी दुनिया में थे, वे एक-दूसरे को पहचानेंगे, बेशक सख़्त घाटे में रहे वे लोग जिन्होंने अल्लाह से मिलने को झुठलाया और वे राहे-रास्त पर न आए।
And for you in them is [the enjoyment of] beauty when you bring them in [for the evening] and when you send them out [to pasture].
Aur inn mein tumhari ronaq bhi hai jab chara ker laao tab bhi aur jab charaney ley jao tab bhi.
और उनमें तुम्हारे लिए रौनक़ है जबकि शाम के वक़्त उनको लाते हो और जब सुबह के वक़्त छोड़ते हो।
Those who do not give zakah, and in the Hereafter they are disbelievers.
Jo zakat nahi detay aur aakhirat kay bhi munkir hi rehtay hain.
जो ज़कात नहीं देते और वही हैं जो आख़िरत का इनकार करते हैं। -
Say, "Indeed I fear, if I should disobey my Lord, the punishment of a tremendous Day."
Aap keh dijiye kay mein agar apney rab ka kehna na manon to mein aik baray din kay azab say darta hun.
कहिए कि अगर मैंने अपने रब की नाफ़रमानी की तो मैं एक बड़े दिन के अज़ाब से डरता हूँ।
Who averted [people] from the way of Allah and sought to make it [seem] deviant while they were, concerning the Hereafter, disbelievers.
Jo Allah ki raah say aeyraaz kertay thay aur iss mein kuji talash kertay thay aur woh log aakhirat kay bhi munkir thay.
जो अल्लाह की राह से रोकते थे और उसमें कजी (टेढ़ापन) ढूँढते थे और वे आख़िरत के मुनकिर थे।
And we used to deny the Day of Recompense
Aur roz e jaza ko jhutlatay thy
और हम बदला दिए जाने के दिन को झुठलाते थे,
Who deny the Day of Recompense.
Jo jaza o saza kay din ko jhotlaty hein
जो बदले के दिन को झुठलाते हैं