Except for those who repent thereafter and reform, for indeed, Allah is Forgiving and Merciful.
Haan jo log iss kay baad toba aur islah ker len to Allah Taalaa bakshney wala aur meharbani kerney wala hai.
सिवाय उन लोगों के जो इस के पश्चात तौबा कर लें और सुधार कर लें। तो निश्चय ही अल्लाह बहुत क्षमाशील, अत्यन्त दयावान है
Indeed in that is a sign, but most of them were not to be believers.
Be-shak iss mein yaqeenan nishani hai aur inn mein kay aksar log momin nahi hain.
निश्चय ही इसमें एक बड़ी निशानी है, इस पर भी उन में से अधिकतर मानने वाले नहीं
The Prophet is more worthy of the believers than themselves, and his wives are [in the position of] their mothers. And those of [blood] relationship are more entitled [to inheritance] in the decree of Allah than the [other] believers and the emigrants, except that you may do to your close associates a kindness [through bequest]. That was in the Book inscribed.
Payghumber momino per khud unn say bhi ziyada haq rakhney walay hain aur payghumber ki biwiyan momino ki maayen hain aur rishtay daar kitabullah ki roo say ba-nisbat doosray momino aur mohajiron kay aapas mein ziyada haq daar hain ( haan ) magar yeh kay tum apnay doston kay sath husn-e-salook kerna chahao. Yeh hukum kitab ( elahee ) mein likha hua hai.
नबी का हक़ ईमान वालों पर स्वयं उन के अपने प्राणों से बढ़कर है। और उस की पत्नियाँ उन की माएँ हैं। और अल्लाह के विधान के अनुसार सामान्य मोमिनों और मुहाजिरों की अपेक्षा नातेदार आपस में एक-दूसरे से अधिक निकट हैं। यह और बात है कि तुम अपने साथियों के साथ कोई भलाई करो। यह बात किताब में लिखी हुई है
[Remember] when the hypocrites and those in whose hearts was disease said, "Their religion has deluded those [Muslims]." But whoever relies upon Allah - then indeed, Allah is Exalted in Might and Wise.
Jabkay munafiq keh rahey thay aur woh bhi jin kay dilon mein rog tha kay enhen to inn kay deen ney dhokay mein daal diya hai jo bhi Allah per bharosa keray Allah Taalaa bila shak-o-shuba ghalbay wala aur hikmat wala hai.
जब मुनाफ़िक़ और जिनके दिलों में रोग है कहते थे कि इन लोगों को उनके दीन ने धोखे में डाल दिया है, और जो अल्लाह पर भरोसा करे तो अल्लाह बड़ा ज़बरदस्त है, हिकमत वाला है।