And We conveyed to the Children of Israel in the Scripture that, "You will surely cause corruption on the earth twice, and you will surely reach [a degree of] great haughtiness.
Hum ney bano islraeel kay liye unn ki kitab mein saaf faisla ker diya tha kay tum zamin mein doobara fasad barpa kero gay aur tum bari zabardast ziyadtiyan kero gay.
और हमने बनी-इस्राईल को किताब में बता दिया था कि तुम दो मर्तबा ज़मीन (मुल्क-ए-शाम) में ख़राबी करोगे और बड़ी सरकशी करोगे।
[Who say], "Our Lord, let not our hearts deviate after You have guided us and grant us from Yourself mercy. Indeed, You are the Bestower.
Aey humaray rab! Humen hidayat denay kay baad humaray dil tehray na ker dey aur humen apney pass say rehmat ata farma yaqeenan tu hi boht bari ata denay wala hai.
ऐ हमारे (प्यारे) रब! हमारे दिलों को न फेरिए जबकि आप हमको हिदायत दे चुके, और हमको अपने पास से रहमत दीजिए, बेशक आप ही सब कुछ देने वाले हैं।
That He may reward those who believe and do righteous deeds. Those will have forgiveness and noble provision.
Takay woh eman walon aur neko kaaron ko bhala badla ata farmaye yehi log hain jin kay liye maghfirat aur izzat ki rozi hai.
"ताकि वह उन लोगों को बदला दे, जो ईमान लाए और उन्होंने अच्छे कर्म किए। वहीं हैं जिन के लिए क्षमा और प्रतिष्ठामय आजीविका है
And say, "This is not but obvious magic.
Aur kehtay hain kay yeh to bilkul khullam khulla jadoo hi hai.
और कहते हैं, "यह तो बस एक प्रत्यक्ष जादू है
And they have made the angels, who are servants of the Most Merciful, females. Did they witness their creation? Their testimony will be recorded, and they will be questioned.
Aur enhon ney farishton ko jo rehman kay ibadat guzaar hain aurten qarar dey liya. Kiya unn ki pedaeesh kay moqay per yeh mojood thay? Inn ki yeh gawahee likh li jayegi aur inn say ( iss cheez ki ) baaz purs ki jayegi.
उन्होंने फ़रिश्तों को, जो रहमान के बन्दे हैं, स्त्रियाँ ठहरा ली हैं। क्या वे उन की संरचना के समय मौजूद थे? उन की गवाही लिख ली जाएगी और उन से पूछ होगी
Indeed, those who do not believe in the Hereafter name the angels female names,
Be-shak jo log aakhirat per eman nahi rakhtay woh farishton ka zanana naam muqarrar kertay hain.
जो लोग आख़िरत को नहीं मानते, वे फ़रिश्तों को देवियों के नाम से अभिहित करते हैं,