And the Day the Hour appears the criminals will be in despair.
Aur jiss din qayamat qaeem hogi to gunehgaar heyrat zada reh jayen gay.
जिस दिन वह घड़ी आ खड़ी होगी, उस दिन अपराधी एकदम निराश होकर रह जाएँगे
And there will not be for them among their [alleged] partners any intercessors, and they will [then] be disbelievers in their partners.
Aur inn kay tamam tar shareekon mein say aik bhi inn ka sifarshi na hoga aur ( khud yeh bhi ) apnay shareekon kay munkir ho jayen gay.
उन के ठहराए हुए साझीदारों में से कोई उन का सिफ़ारिश करने वाला न होगा और वे स्वयं भी अपने साझीदारों का इनकार करेंगे
And the Day the Hour appears - that Day they will become separated.
Aur jiss din qayamat qaeem hogi uss din ( jamaten ) alag alag hojayen gi.
और जिस दिन वह घड़ी आ खड़ी होगी, उस दिन वे सब अलग-अलग हो जाएँगे
And as for those who had believed and done righteous deeds, they will be in a garden [of Paradise], delighted.
Jo eman laa ker nek aemaal kertay rahey woh to jannat mein khush-o-khurram ker diyey jayen gay.
अतः जो लोग ईमान लाए और उन्होंने अच्छे कर्म किए, वे एक बाग़ में प्रसन्नतापूर्वक रखे जाएँगे
But as for those who disbelieved and denied Our verses and the meeting of the Hereafter, those will be brought into the punishment [to remain].
Aur jinhon ney kufur kiya tha aur humari aayaton ko aur aakhirat ki mulaqat ko jhoota theraya tha woh sab azab mein pakar ker hazir rakhay jayen gay.
किन्तु जिन लोगों ने इनकार किया और हमारी आयतों और आख़िरत की मुलाक़ात को झुठलाया, वे लाकर यातनाग्रस्त किए जाएँगे