And they wonder that there has come to them a warner from among themselves. And the disbelievers say, "This is a magician and a liar.
Aur kafiron ko iss baat per tajjub hua kay unhi mein say aik unhen daraney wala aagaya aur kehney lagay kay yeh to jadoogar aur jhoota hai.
उन्होंने आश्चर्य किया इस पर कि उन के पास उन्हीं में से एक सचेतकर्ता आया और इनकार करने वाले कहने लगे, "यह जादूगर है बड़ा झूठा
Has he made the gods [only] one God? Indeed, this is a curious thing."
Kiya iss ney itnay saray maboodon ka aik hi mabood ker diya waqaee yeh boht hi ajeeb baat hai.
क्या उस ने सारे उपास्यों को अकेला एक उपास्य ठहरा दिया? निस्संदेह यह तो बहुत अचम्भे वाली चीज़ है!"
And the eminent among them went forth, [saying], "Continue, and be patient over [the defense of] your gods. Indeed, this is a thing intended.
Unn kay sardaar yeh kehtay huyey chalay kay chalo ji aur apnay maboodon per jamay raho yaqeenan iss baat mein to koi gharz hai.
और उन के सरदार (यह कहते हुए) चल खड़े हुए कि "चलते रहो और अपने उपास्यों पर जमें रहो। निस्संदेह यह वांछिच चीज़ है
We have not heard of this in the latest religion. This is not but a fabrication.
Hum ney to yeh baat pichlay deen mein bhi nahi suni kuch nahi yeh to sirf gharant hai.
यह बात तो हम ने पिछले धर्म में सुनी ही नहीं। यह तो बस मनघड़त है
Has the message been revealed to him out of [all of] us?" Rather, they are in doubt about My message. Rather, they have not yet tasted My punishment.
Kiya hum sab mein issi per kalam-e-elahee nazil kiya gaya hai?Dar-asal yeh log meri wahee ki taraf say shak mein hain bulkay ( sahih yeh hai kay ) enhon ney abb tak mera azab chakha hi nahi.
क्या हम सबमें से (चुनकर) इसी पर अनुस्मृति अवतरित हुई है?" नहीं, बल्कि वे मेरी अनुस्मृति के विषय में संदेह में हैं, बल्कि उन्होंने अभी तक मेरी यातना का मज़ा चखा ही नहीं है