And mention the name of your Lord [in prayer] morning and evening
Aur apney rab kay naam ka subha o sham zikar kiya ker
और प्रातःकाल और संध्या समय अपने रब के नाम का स्मरण करो
And during the night prostrate to Him and exalt Him a long [part of the] night.
Aur raat kay waqat uss kay saamnay sajday ker aur bohat raat tak uss ki tasbeeh kiya ker
और रात के कुछ हिस्से में भी उसे सजदा करो, लम्बी-लम्बी रात तक उस की तसबीह करते रहो
And mentions the name of his Lord and prays.
Aur jis nay apney rab ka nam yad rakha aur namaz parhta raha
और अपने रब के नाम का स्मरण किया, अतः नमाज़ अदा की
So woe to those who pray
Un namazion kay liey afsos ( aur well nami jahanum ki jagah ) hai.
अतः तबाही है उन नमाज़ियों के लिए,
[But] who are heedless of their prayer -
Jo apni namaz say ghafil hain.
जो अपनी नमाज़ से ग़ाफिल (असावधान) हैं,
Those who make show [of their deeds]
Jo riya kari kerty hein.
जो दिखावे के लिए कार्य करते हैं,