Indeed, the righteous will be among gardens and springs,
Be-shak taqwa walay log bahishton aur chashmon mein hongey.
निश्चय ही डर रखने वाले बाग़ों और स्रोतों में होंगे
Accepting what their Lord has given them. Indeed, they were before that doers of good.
unn kay rab ney jo kuch unhen ata farmaya hai ussay ley rahey hongey woh to iss say pehlay hi nekokaar thay.
जो कुछ उन के रब ने उन्हें दिया, वे उसे ले रहे होंगे। निस्संदेह वे इस से पहले उत्तमकारों में से थे
They used to sleep but little of the night,
Woh raat ko boht kum soya kertay thay.
रातों को थोड़ा ही सोते थे,
And in the hours before dawn they would ask forgiveness,
Aur waqt-e-sahar istaghfaar kiya kertay thay.
और वही प्रातः की घड़ियों में क्षमा की प्रार्थना करते थे
And from their properties was [given] the right of the [needy] petitioner and the deprived.
Aur unkay maal mein mangney walon ka aur sawal say bachney walon ka haq tha.
और उन के मालों में माँगने वाले और धनहीन का हक़ था