And of the people is he whose speech pleases you in worldly life, and he calls Allah to witness as to what is in his heart, yet he is the fiercest of opponents.
Baaz logon ki dunyawi gharaz ki baaten aap ko khush ker deti hain aur woh apney dil ki baaton per Allah ko gawah kerta hai halankay dar asal woh zabardast jhagraloo hai.
और लोगों में से कोई है कि उसकी बात दुनिया की ज़िंदगी में तुमको प्यारी लगती है और वह अपने दिल की बात पर अल्लाह को गवाह बनाता है; हालाँकि वह सख़्त झगड़ालू है।
And when he goes away, he strives throughout the land to cause corruption therein and destroy crops and animals. And Allah does not like corruption.
Jab woh lot ker jata hai to zamin mein fasad phelaney ki aur kheti aur nasal ki barbadi ki koshish mein laga rehta hai aur Allah Taalaa fasad ko na pasand kerta hai.
और जब वह पलट कर चला जाता है तो वह इस कोशिश में रहता है कि ज़मीन में फ़साद फैलाए और खेतों और जानों को हलाक करे; हालाँकि अल्लाह फ़साद को पसंद नहीं करता।
And when it is said to him, "Fear Allah ," pride in the sin takes hold of him. Sufficient for him is Hellfire, and how wretched is the resting place.
Aur jab uss say kaha jaye kay Allah say darr to takabbur aur ta’assub ussay gunah per aamada ker deta hai aisay kay liye bus jahannum hi hai aur yaqeenan woh badtareen jagah hai.
और जब उससे कहा जाता है कि अल्लाह से डर, तो तकब्बुर उसको गुनाह पर और आमादा कर देता है, पस ऐसे शख़्स के लिए जहन्नम काफ़ी है, और वह बहुत बुरा ठिकाना है।