But when Jesus felt [persistence in] disbelief from them, he said, "Who are my supporters for [the cause of] Allah ?" The disciples said," We are supporters for Allah . We have believed in Allah and testify that we are Muslims [submitting to Him].
Maga jab hazrat essa ( alh-e-salam ) ney unn ka kufur mehsoos ker liya to kehney lagay Allah Taalaa ki raah mein meri madad kerney wala kaun kaun hai? Hawariyon ney jawab diya kay hum Allah Taalaa ki raah kay madadgar hain hum Allah Taalaa per eman laye aur aap gawah rahiye kay hum tabeydaar hain.
फिर जब ईसा (अलै॰) ने महसूस किया उनकी जानिब से कुफ़्र को तो कहा कि कौन मेरा मददगार बनता है अल्लाह की राह में, हवारियों ने कहाः हम हैं अल्लाह के मददगार, हम ईमान लाए अल्लाह पर और आप गवाह रहिए कि हम फ़रमाँबरदार हैं।
Our Lord, we have believed in what You revealed and have followed the messenger Jesus, so register us among the witnesses [to truth]."
Aey humaray paalney walay mabood! Hum teri utari hui wahee per eman laye aur hum ney teray rasool ki ittaba ki pus tu humen gawahon mein likh ley.
ऐ हमारे रब! हम ईमान लाए उस पर जो आपने उतारा और हमने रसूल की पैरवी की, पस आप हमें लिख दें गवाही देने वालों में से।
And the disbelievers planned, but Allah planned. And Allah is the best of planners.
Aur kafiron ney makar kiya aur Allah Taalaa ney bhi ( makar ) khufiya tadbeer ki aur Allah Taalaa sab khufiya tadbeer kerney walon say behtar hai.
और उन लौगों ने ख़ुफ़िया तदबीर की और अल्लाह ने भी (उनके जवाब में) ख़ुफ़िया तदबीर की, और अल्लाह सबसे बढ़ कर तदबीर करने वाला है।