And when you recite the Qur'an, We put between you and those who do not believe in the Hereafter a concealed partition.
Tu jab quran parhta hai hum teray aur unn logon kay darmiyan jo aakhirat per yaqeen nahi rakhtay aik posheeda hijab daal detay hain.
और जब आप क़ुरआन पढ़ते हो तो हम आपके और उन लोगों के दरमियान एक छुपा हुआ पर्दा हाइल कर देते हैं जो आख़िरत को नहीं मानते।
And We have placed over their hearts coverings, lest they understand it, and in their ears deafness. And when you mention your Lord alone in the Qur'an, they turn back in aversion.
Aur inn kay dilon per hum ney pardey daal diye hain kay woh issay samjhen aur inn kay kano mein bojh aur jab tu sirf Allah hi ka zikar uss ki toheed kay sath iss quran mein kerta hai to woh roo gardani kertay peeth pher ker bhag kharay hotay hain.
और हम उनके दिलों पर पर्दा रख देते हैं कि वे उसको न समझें और उनके कानों में गिरानी पैदा कर देते हैं, और जब आप क़ुरआन में तन्हा अपने रब का ज़िक्र करते हो तो वे नफ़रत के साथ पीठ फेर लेते हैं।
We are most knowing of how they listen to it when they listen to you and [of] when they are in private conversation, when the wrongdoers say, "You follow not but a man affected by magic."
Jiss gharz say woh log issay suntay hain unn ( ki niyaton ) say hum khoob aagah hain jab yeh aap ki taraf kaan lagaye huye hotay hain tab bhi aur yeh mashwara kertay hain tab bhi jab kay zalim kehtay hain kay tum uss ki tabeydaari mein lagay huye ho jin per jadoo ker diya gaya hai.
हम जानते हैं कि जब वे आपकी तरफ़ कान लगाते हैं तो वे किस लिए सुनते हैं और जबकि वे आपस में कानाफूसी करते हैं ये ज़ालिम लोग कहते हैं कि तुम लोग बस एक जादू किए हुए इंसान के पीछे चल रहे हो।
Look how they strike for you comparisons; but they have strayed, so they cannot [find] a way.
Dekhen to sahih aap kay liye kiya kiya misalen biyan kertay hain pus woh behak rahey hain. Abb to raah pana inn kay bus mein nahi raha.
देखें तो सही कि वे आपके लिए क्या-क्या मिसालें बयान करते हैं, पस वे बहक रहे हैं, अब तो राह पाना उनके बस में नहीं रहा।