Does he promise you that when you have died and become dust and bones that you will be brought forth [once more]?
Kiya yeh tumhen iss baat ka wada kerta hai kay jab tum marr ker sirf khak aur haddi reh jaogay to tum phir zinda kiye jaogay.
क्या यह तुम से वादा करता है कि जब तुम मरकर मिट्टी और हड़्डियाँ होकर रह जाओगे तो तुम निकाले जाओगे?
How far, how far, is that which you are promised.
Nahi nahi door aur boht door hai woh jiss ka tum wada diye jatay ho.
दूर की बात है, बहुत दूर की, जिस का तुम से वादा किया जा रहा है!
Life is not but our worldly life - we die and live, but we will not be resurrected.
( zindagi ) to sirf duniya ki zindagi hai hum martay jeetay rehtay hain aur yeh nahi kay hum phir uthaye jayen gay.
वह तो बस हमारा सांसारिक जीवन ही है। (यहीं) हम मरते और जीते हैं। हम कोई दोबारा उठाए जाने वाले नहीं हैं
He is not but a man who has invented a lie about Allah , and we will not believe him."
Yeh to bus aisa shaks hai jiss ney Allah per jhoot ( bohtaan ) bandh liya hai hum to iss per eman laney walay nahi hain.
वह तो बस एक ऐसा व्यक्ति है जिस ने अल्लाह पर झूठ घड़ा है। हम उसे कदापि मानने वाले नहीं।"