Indeed, they who are apprehensive from fear of their Lord
Yaqeenan jo log apnay rab ki haibat say dartay hain.
नहीं, बल्कि उन्हें इस का एहसास नहीं है। निश्चय ही जो लोग अपने रब के भय से काँपते रहते हैं;
And they who believe in the signs of their Lord
Aur jo apnay rab ki aayaton per eman rakhtay hain.
और जो लोग अपने रब की आयतों पर ईमान लाते हैं;
And they who do not associate anything with their Lord
Aur jo apnay rab kay sath kissi ko shareek nahi kertay.
और जो लोग अपने रब के साथ किसी को साझी नहीं ठहराते;
And they who give what they give while their hearts are fearful because they will be returning to their Lord -
Aur jo log detay hain jo kuch detay hain aur unn kay dil kapkapatay hain kay woh apnay rab ki taraf lotney walay hain.
और जो लोग देते हैं, जो कुछ देते हैं और हाल यह होता है कि दिल उन के काँप रहे होते हैं, इसलिए कि उन्हें अपने रब की ओर पलटना है;
It is those who hasten to good deeds, and they outstrip [others] therein.
Yehi hain jo jaldi jaldi bhalaiyan hasil ker rahey hain aur yehi hain jo inn ki taraf dor janey walay hain.
यही वे लोग हैं, जो भलाइयों में जल्दी करते हैं और यही उन के लिए अग्रसर रहने वाले हैं।