Say, "Shall I inform you of [what is] worse than that as penalty from Allah ? [It is that of] those whom Allah has cursed and with whom He became angry and made of them apes and pigs and slaves of Taghut. Those are worse in position and further astray from the sound way."
Keh dijiye kay kiya mein tumehn bataon? Kay iss say bhi ziyada bura ajar paaney wala Allah kay nazdeek kaun hai? Woh jiss per Allah Taalaa ney laanat ki aur uss per woh ghussa hua aur unn mein say baaz ko bandar aur sooar bana diya aur jinhon ney maboodaan-e-baatil ki parastish ki yehi log bad tar darjay walay hain aur yehi raah-e-raast say boht ziyada bhatakney walay hain.
आप कह दीजिए कि क्या में तुमको बताऊँ वह जो अल्लाह के यहाँ अंजाम के ऐतबार से उससे भी ज़्यादा बुरी है, वह जिस पर अल्लाह ने लानत की और जिस पर उसका ग़ज़ब हुआ और जिनमें से बंदर और सुअर बना दिए और उन्होंने शैतान की इबादत की, ऐसे लोग ठिकाने के ऐतबार से बदतर और राहे-रास्त से बहुत दूर हैं।
Say, "O People of the Scripture, do not exceed limits in your religion beyond the truth and do not follow the inclinations of a people who had gone astray before and misled many and have strayed from the soundness of the way."
Keh dijiye aey ehal-e-kitab! Apney deen mein na haq ghuloov aur ziyadti na kero aur unn logon ki nafsani khuwaishon perwi na kero jo pehlay say behak chukay hain aur bohton ko behka bhi chukay hain aur seedhi raah say hatt gaye hain.
आप कह दीजिए कि ऐ अहले-किताब! अपने दीन में हक़ को छोड़ कर हद से आगे न निकलो और उन लोगों के ख़्यालात की पैरवी न करो जो उससे पहले गुमराह हुए और जिन्होंने बहुत-से लोगों को गुमराह किया और वे सीधी राह से भटक गए।
And he will look and see him in the midst of the Hellfire.
Jhaanktay hi ussay beechon beech jahannum mein ( jalta hua ) dekhay ga.
फिर वह झाँकेगा तो उसे भड़कती हुई आग के बीच में देखेगा
When they entered upon David and he was alarmed by them? They said, "Fear not. [We are] two adversaries, one of whom has wronged the other, so judge between us with truth and do not exceed [it] and guide us to the sound path.
Jab yeh ( hazrat ) dawood ( alh-e-salam ) kay pass phonchay pus yeh unn say darr gaye unhon ney kaha khof na kijiyey! Hum do fareeq muqadma hain hum mein say aik ney ziyadti ki hai pus humaray darmiyan haq kay sath faisla ker dijiyey aur na-insafi na kijiyey aur humen seedhi raah bata dijiyey.
जब वे दाऊद के पास पहुँचे तो वह उन से सहम गया। वे बोले, "डरिए नहीं, हम दो विवादी हैं। हम में से एक ने दूसरे पर ज़्यादती की है; तो आप हमारे बीच ठीक-ठीक फ़ैसला कर दीजिए। और बात को दूर न डालिए और हमें ठीक मार्ग बता दीजिए
[It will be commanded], "Seize him and drag him into the midst of the Hellfire,
Issay pakar lo phir ghaseettay huyey beech jahannum tak phonchao.
"पकड़ो उसे, और भड़कती हुई आग के बीच तक घसीट ले जाओ,