The Messiah, son of Mary, was not but a messenger; [other] messengers have passed on before him. And his mother was a supporter of truth. They both used to eat food. Look how We make clear to them the signs; then look how they are deluded.
Maseeh ibn-e-marium siwa payghumbar honey kay aur kuch bhi nahi uss say pehlay bhi boht say payghumbar ho chukay hain unn ki walida aik raast baaz aurat thi dono maa betay khana khaya kertay thay aap dekhiye kay kiss tarah hum inn kay samney daleelen rakhtay hain phir ghor kijiye kay kiss tarah woh phiray jatay hain.
मसीह बिन मरियम तो सिर्फ़ एक रसूल हैं, उनसे पहले भी बहुत-से रसूल गुज़र चुके हैं, और उनकी वालिदा बहुत सच्ची थीं, दोनों खाना खाते थे, देखिए कि हम किस तरह उनके सामने दलीलें बयान कर रहे हैं फिर देखिए कि वे किधर उल्टे चले जा रहे हैं।
And We did not make the prophets forms not eating food, nor were they immortal [on earth].
Hum ney inn kay aisay jism nahi banaye thay kay woh khana na khayen aur na woh hamesha rehney walay thay.
उन को हम ने कोई ऐसा शरीर नहीं दिया था कि वे भोजन न करते हों और न वे सदैव रहने वाले ही थे
And they say, "What is this messenger that eats food and walks in the markets? Why was there not sent down to him an angel so he would be with him a warner?
Aur enhon ney kaha yeh kaisa rasool hai kay khana khata hai aur bazaron mein chlta phirta hai iss kay pass koi farishta kiyon nahi bheja jata? Kay woh bhi iss kay sath ho ker daraney wala bann jata.
उन का यह भी कहना है, "इस रसूल को क्या हुआ कि यह खाना खाता है और बाज़ारों में चलता-फिरता है? क्यों न इस की ओर कोई फ़रिश्ता उतरा कि वह इस के साथ रहकर सावधान करता?
And We did not send before you, [O Muhammad], any of the messengers except that they ate food and walked in the markets. And We have made some of you [people] as trial for others - will you have patience? And ever is your Lord, Seeing.
Hum ney aap say pehlay jitnay rasool bhejay sab kay sab khana bhi khatay thay aur bazaron mein bhi chaltay phirtay thay aur hum ney tum say her aik ko doosray ki aazmaeesh ka zariya bana diya. Kiya tum sabar kero gay? Tera rab sab kuch dekhney wala hai.
और तुम से पहले हम ने जितने रसूल भी भेजे हैं, वे सब खाना खाते और बाज़ारों में चलते-फिरते थे। हम ने तो तुम्हें परस्पर एक को दूसरे के लिए आज़माइश बना दिया है, "क्या तुम धैर्य दिखाते हो?" तुम्हारा रब तो सब कुछ देखता है
And they give food in spite of love for it to the needy, the orphan, and the captive,
Aur Allah Taalaa ki mohabat mein khana khilatay hein miskeen yateem aur qediyon ko
और वे मुहताज, अनाथ और क़ैदी को खाना उस की चाहत रखते हुए खिलाते हैं,