And when it is said to them, "Come to what Allah has revealed and to the Messenger," they say, "Sufficient for us is that upon which we found our fathers." Even though their fathers knew nothing, nor were they guided?
Aur jab inn say kaha jata hai kay Allah Taalaa ney jo ehkaam nazil farmay hain unn ki taraf aur rasool ki taraf rujoo kero to kehtay hain hum ko wohi kafi hai jiss per hum ney apney baron ko paya kiya agar cheh inn kay baray na kuch samajh rakhtay hon aur na hidayat rakhtay hon.
और जब उन से कहा जाता है कि अल्लाह ने जो कुछ उतारा है उसकी तरफ़ आओ तो वे कहते हैं कि हमारे लिए वही काफ़ी है जिस पर हमने अपने बाप-दादा को पाया है, क्या अगरचे उनके बड़े न कुछ जानते हों और न हिदायत पर हों।
So do not be in doubt, [O Muhammad], as to what these [polytheists] are worshipping. They worship not except as their fathers worshipped before. And indeed, We will give them their share undiminished.
Iss liye aap inn cheezon say shak-o-shuba mein na rahen jinhen yeh log pooj rahey hain inn ki pooja to iss tarah hai jiss tarah inn kay baap dadon ki iss say pehlay thi. Hum inn sab ko inn ka poora poora hissa baghair kissi kami kay denay walay hi hain.
पस आप उन चीज़ों से शक में न रहें जिनकी ये लोग इबादत कर रहे हैं, ये तो बस उसी तरह इबादत कर रहे हैं जिस तरह उनसे पहले उनके बाप-दादा इबादत कर रहे थे, और हम उनका हिस्सा पूरा-पूरा देंगे बग़ैर किसी कमी के।
That you may warn a people whose forefathers were not warned, so they are unaware.
Takay aap aisay logon ko darayen jin kay baap daday nahi daraye gaye thay so ( issi waja say ) yeh ghafil hain.
ताकि तुम ऐसे लोगों को सावधान करो, जिन के बाप-दादा को सावधान नहीं किया गया; इस कारण वे गफ़लत में पड़े हुए हैं