And no sign comes to them from the signs of their Lord except that they turn away therefrom.
Aur inn kay pass koi nishani bhi unn kay rab ki nishaniyon mein say nahi aati magar woh iss say aeyraaz hi kertay hain.
और उनके रब की निशानियों में से जो भी निशानी उनके पास आती है तो वे उस से मुँह मोड़ लेते हैं।
And ask them about the town that was by the sea - when they transgressed in [the matter of] the sabbath - when their fish came to them openly on their sabbath day, and the day they had no sabbath they did not come to them. Thus did We give them trial because they were defiantly disobedient.
Aur aap inn logon say uss basti walon ka jo kay darya-e ( -shor ) kay qarib aabad thay uss waqt ka haal poochiye! Jabkay woh haftay kay baray mein hadd say nikal rahey thay jabkay unn kay haftay kay roz to unn ki machliyan zahir ho ho ker unn kay samney aati thin aur jab haftay ka din na hota to unn kay samney na aati thin hum unn ki iss tarah per aazmaeesh kertay thay iss sabab say kay woh bey hukmi kiya kertay thay.
और आप उनसे उस बस्ती का हाल पूछिए जो दरिया के किनारे थी, जब वे सब्त (सनीचर) के बारे में हद से निकल जाते थे कि जब उनके सनीचर के दिन उनकी मछलियाँ पानी के ऊपर आतीं और जिस दिन सनीचर न होता तो न आतीं, इस तरह हमने उनकी आज़माइश की इसलिए कि वे नाफ़रमानी कर रहे थे।

Rather, it will come to them unexpectedly and bewilder them, and they will not be able to repel it, nor will they be reprieved.
( Haan haan! ) waday ki ghari unn kay pass achanak aajayegi aur enhen hakka bakka ker dey gi phir na to yeh log ussay taal saken gay aur na zara si mohlat diye jayengay.
बल्कि वह अचानक उन पर आएगी और उन्हें स्तब्ध कर देगी। फिर न उसे वे फेर सकेंगे और न उन्हें मुहलत ही मिलेगी
And no sign comes to them from the signs of their Lord except that they are from it turning away.
Aur inn kay pass to inn kay rab ki nishaniyon mein say koi nishani aisi nahi aati jiss say yeh bey rukhi na barattay hon.
उन के पास उन के रब की आयतों में से जो आयत भी आती है, वे उस से कतराते ही हैं