And they swear by Allah their strongest oaths that if a sign came to them, they would surely believe in it. Say, "The signs are only with Allah ." And what will make you perceive that even if a sign came, they would not believe.
Aur inn logon ney qasmon mein bara zor laga ker Allah Taalaa ki qasam khaee kay agar inn kay pass koi nishani aajaye to woh zaroor hi uss per eman ley aayen gay aap keh dijiye kay nishaniyan sab Allah kay qabzay mein hain aur tum ko iss ki kiya khabar kay woh nishaniyan jiss waqt aajayen gi yeh log tab bhi eman na layen gay.
और ये लोग अल्लाह की क़सम बड़े ज़ोर-शोर से खाकर कहते हैं कि अगर उनके पास कोई निशानी आ जाए तो वे ज़रूर उस पर ईमान ले आएंगे, आप कह दीजिए कि निशानियाँ तो अल्लाह के पास बहुत हैं, और तुम्हें क्या ख़बर कि अगर निशानियाँ आ भी जाएं तब भी ये ईमान नहीं लाएंगे।
Say, "Observe what is in the heavens and earth." But of no avail will be signs or warners to a people who do not believe
Aap keh dijiye kay tum ghor kero kay kiya kiya cheezen aasmanon mein aur zamin mein hain aur jo log eman nahi latay unn ko nishaniyan aur dhamkiyan kuch faeeda nahi phonchatin.
कह दीजिए कि आसमानों और ज़मीन में जो कुछ है उसे देखो, और निशानियाँ और डरावे उन लोगों को फ़ायदा नहीं पहुँचाते जो ईमान नहीं लाते।
But they say, "Why are not signs sent down to him from his Lord?" Say, "The signs are only with Allah , and I am only a clear warner."
Unhon ney kaha iss per kuch nishaniyan ( moajzzaat ) iss kay rab ki taraf say kiyon nahi utaray gaye. Aap keh dijiye kay nishaniyan to sab Allah Taalaa kay pass hain mein to sifr khullam khulla aagah ker denay wala hun.
उन का कहना है कि "उस पर उस के रब की ओर से निशानियाँ क्यों नहीं अवतरित हुई?" कह दो, "निशानियाँ तो अल्लाह ही के पास हैं। मैं तो केवल स्पष्ट रूप से सचेत करने वाला हूँ।"