And for every nation is a [specified] term. So when their time has come, they will not remain behind an hour, nor will they precede [it].
Aur her giroh kay liye aik miyaad-e-moyyen hai so jiss waqt inn ki miyaad-e-moyyen aajayegi uss waqt aik sa’at na peechay hatt saken gay aur na aagay barh saken gay.
और हर क़ौम के लिए एक मुक़र्ररह मुद्दत है, फिर जब उनकी मुद्दत आ जाएगी तो वह न एक लम्हा भर पीछे हट सकेंगे और न आगे बढ़ सकेंगे।
Say, "I possess not for myself any harm or benefit except what Allah should will. For every nation is a [specified] term. When their time has come, then they will not remain behind an hour, nor will they precede [it]."
Aap farma dijiye kay mein apni zaat kay liye to kissi nafay ka aur kissi zarrar ka ikhtiyar rakhta hi nahi magar jitna Allah ko manzoor ho. Her ummat kay liye aik moyyen waqt hai jab unn ka woh moyyen waqt aa phonchta hai to aik ghari na peechay hatt saktay hain aur na aagay sirak saktay hain.
कह दीजिए कि मैं अपने वास्ते भी बुरे और भले का मालिक नहीं मगर जो अल्लाह चाहे, हर उम्मत के लिए एक वक़्त है, जब उनका वक़्त आ जाता है तो फिर न वह एक घड़ी पीछे होते हैं और न आगे।
And if Allah were to impose blame on the people for their wrongdoing, He would not have left upon the earth any creature, but He defers them for a specified term. And when their term has come, they will not remain behind an hour, nor will they precede [it].
Agar logon kay gunah per Allah Taalaa unn ki girift kerta to roy-e-zamin per aik jandar baqi na rehta lekin woh to enhen aik waqt muqarrara tal dheel deta hai jab inn ka woh waqt aajata hai to woh aik sa’at na peechay reh saktay hain aur na aagay barh saktay hain.
और अगर अल्लाह लोगों को उनके ज़ुल्म पर पकड़ता तो ज़मीन पर किसी जानदार को न छोड़ता, लेकिन वह एक मुक़र्रर वक़्त तक लोगों को मोहलत देता है, फिर जब उनका मुक़र्रर वक़्त आ जाए तो वह न एक घड़ी पीछे हट सकेंगे और न आगे बढ़ सकेंगे।