And cause not corruption upon the earth after its reformation. And invoke Him in fear and aspiration. Indeed, the mercy of Allah is near to the doers of good.
Aur duniya mein iss kay iss ki durusti kerdi gaee hai fasaad mat phelao aur tum Allah ki ibadat kero uss say dartay huye aur umeed waar rehtay huye. Be-shak Allah Taalaa ki rehmat nek kaam kerney walon kay nazdik hai.
और ज़मीन में फ़साद न करो उसकी इस्लाह के बाद और उसी को पुकारो ख़ौफ़ और उम्मीद के साथ, यक़ीनन अल्लाह की रहमत नेक काम करने वालों से क़रीब है।
It is He who shows you lightening, [causing] fear and aspiration, and generates the heavy clouds.
Woh Allah hi hai jo tumhen bijli ki chamak daraney aur umeed dilaney kay liye dikhata hai aur bhari baadlon ko peda kerta hai.
वही है जो तुमको बिजली दिखाता है जिससे डर भी पैदा होता है और उम्मीद भी और वही है जो पानी से लदे हुए बादल को उठाता है।
And of His signs is [that] He shows you the lightening [causing] fear and aspiration, and He sends down rain from the sky by which He brings to life the earth after its lifelessness. Indeed in that are signs for a people who use reason.
Aur uss ki nishaniyon mein say aik yeh ( bhi ) hai kay woh tumhen daraney aur umeedwaar bananay kay liye bijliyan dikhata hai aur aasman say barish barsata hai aur iss say murda zamin ko zinda ker deta hai iss mein ( bhi ) aqal mando kay liye boht si nishaniyan hain.
और उस की निशानियों में से यह भी है कि वह तुम्हें बिजली की चमक भय और आशा उत्पन्न करने के लिए दिखाता है। और वह आकाश से पानी बरसाता है। फिर उस के द्वारा धरती को उस के निर्जीव हो जाने के पश्चात जीवन प्रदान करता है। निस्संदेह इसमें बहुत-सी निशानियाँ हैं उन लोगों के लिए जो बुद्धि से काम लेते हैं
They arise from [their] beds; they supplicate their Lord in fear and aspiration, and from what We have provided them, they spend.
Inn ki kerwaten apnay bistaron say alag rehti hain apnay rab ko khof aur umeed kay sath pukartay hain aur jo kuch hum ney enhen dey rakha hai woh kharach kertay hain.
उन के पहलू बिस्तरों से अलग रहते हैं कि वे अपने रब को भय और लालसा के साथ पुकारते हैं, और जो कुछ हम ने उन्हें दिया है उस में से ख़र्च करते हैं