Those cities - We relate to you, [O Muhammad], some of their news. And certainly did their messengers come to them with clear proofs, but they were not to believe in that which they had denied before. Thus does Allah seal over the hearts of the disbelievers.
Inn bastiyon kay kuch kuch qissay hum aap say biyan ker rahey hain aur inn sab kay pass unn kay payghumbar mojzaat ley ker aaye phir jiss cheez ko enhon ney ibtidaa mein jhoota keh diya yeh baat nahi hui kay phir iss ko maan letay Allah Taalaa issi tarah kafiron kay dilon per band laga deta hai.
ये वे बस्तियाँ हैं जिनके कुछ हालात हम तुमको सुना रहे हैं, उनके पास उनके रसूल निशानियाँ लेकर आए तो हरगिज़ ऐसा न हुआ कि वे ईमान लाएं उस बात पर जिसको वे पहले झुठला चुके थे, इस तरह अल्लाह मुनकिरीन के दिलों पर मुहर लगा देता है।
We relate to you, [O Muhammad], the best of stories in what We have revealed to you of this Qur'an although you were, before it, among the unaware.
Hum aap kay samney behtareen biyan paish kertay hain iss waja say kay hum ney aap ki janib yeh quran wahee kay zariye nazil kiya hai aur yaqeenan aap iss say pehlay bey khabron mein say thay.
हम आपको बेहतरीन वाक़िआ सुनाते हैं उस क़ुरआन की बदौलत जो हमने आपकी तरफ़ वह्य किया, वर्ना इससे पहले बेशक आप बेख़बरों में से थे।
It is We who relate to you, [O Muhammad], their story in truth. Indeed, they were youths who believed in their Lord, and We increased them in guidance.
Hum unn ka sahih waqiya teray samney biyan farma rahey hain. Yeh chand no-jawan apney rab per eman laye thay aur hum ney unn ki hodayat mein taraqqi di thi.
हम तुन्हें ठीक-ठीक उन का वृत्तान्त सुनाते हैं। वे कुछ नवयुवक थे जो अपने रब पर ईमान लाए थे, और हम ने उन्हें मार्गदर्शन में बढ़ोत्तरी प्रदान की
Thus, [O Muhammad], We relate to you from the news of what has preceded. And We have certainly given you from Us the Qur'an.
Issi tarah hum teray samney pehlay ki guzri hui waardaaten biyan farma rahen hain aur yaqeena hum tujhay apney pass say naseehat ata farma chukay hain.
इस प्रकार विगत वृत्तांत हम तुम्हें सुनाते हैं और हम ने तुम्हें अपने पास से एक अनुस्मृति प्रदान की है