Assuredly, it is they in the Hereafter who will be the greatest losers.
Be-shak yehi log aakhirat mein ziyan kaar hongay.
इसमें शक नहीं कि यही लोग आख़िरत में सबसे ज़्यादा घाटे में रहेंगे।
Assuredly, Allah knows what they conceal and what they declare. Indeed, He does not like the arrogant.
Bey shak-o-shuba Allah Taalaa her uss cheez ko jissay woh log chupatay hain aur jissay zahir kertay hain bakhoobi janta hai. Woh ghuroor kerney walon ko pasand nahi farmata.
अल्लाह यक़ीनन जानता है जो कुछ वे छुपाते हैं और जो कुछ वे ज़ाहिर करते हैं, बेशक वे तकब्बुर करने वालों को पसंद नहीं करता।
And they attribute to Allah that which they dislike, and their tongues assert the lie that they will have the best [from Him]. Assuredly, they will have the Fire, and they will be [therein] neglected.
Aur woh apney liye jo jo na pasand rakhtay hain Allah kay liye sabit kertay hain aur inn ki zabanen jhooti baten biyan kerti hain kay inn kay liye khoobi hai. Nahi nahi dar-asal inn kay liye aag hai aur yeh dozakhiyon kay paish ro hain.
और वे अल्लाह के लिए वह चीज़ ठहराते हैं जिसको अपने लिए नापसंद करते हैं और उनकी ज़बानें झूठ बयान करती हैं कि उनके लिए भलाई है, यक़ीनन उनके लिए दोज़ख़ है और वे ज़रूर उसमें पहुँचा दिए जाएंगे।
Assuredly, it is they, in the Hereafter, who will be the losers.
Kuch shak nahi kay yehi log aakhirat mein sakht nuksan uthaney walay hain.
लाज़मी बात है कि आख़िरत में ये लोग घाटे में रहेंगे।
Assuredly, that to which you invite me has no [response to a] supplication in this world or in the Hereafter; and indeed, our return is to Allah , and indeed, the transgressors will be companions of the Fire.
Yeh yaqeeni amar hai kay tum mujhay jiss ki taraf bula rahey ho woh to na duniya mein pukaray janey kay qabil hai na aakhirat mein aur yeh ( bhi yaqeeni baat hai ) kay hum sab ka lotna Allah ki taraf hai aur hadd say guzar janey walay hi ( yaqeenan ) ahl-e-dozakh hain.
निस्संदेह तुम मुझे जिस की ओर बुलाते हो उस के लिए न संसार में आमंत्रण है और न आख़िरत (परलोक) में और यह की हमें लौटना भी अल्लाह ही की ओर है और यह कि जो मर्यादाहीन हैं, वही आग (में पड़ने) वाले हैं