But when he saw their hands not reaching for it, he distrusted them and felt from them apprehension. They said, "Fear not. We have been sent to the people of Lot."
Abb jo dekha kay unn kay hath bhi uss ki taraf nahi phonch rahey to unn say ajnabiyat mehsoos ker kay dil hi dil mein unn say khof kerney lagay unhon ney kaha darro nahi hum to qom-e-loot ki taraf bhejay huye aaye hain.
फिर जब देखा कि उनके हाथ खाने की तरफ़ नहीं बढ़ रहे हैं तो खटक गए और दिल ही दिल में उन से डरे, उन्होंने कहा कि डरो नहीं हम लूत (अलै॰) की क़ौम की तरफ़ भेजे गए हैं।
And he sensed within himself apprehension, did Moses.
Pus musa ( alh-e-salam ) ney apney dil hi dil mein darr mehsoos kiya.
और मूसा अपने जी में डरा
And he felt from them apprehension. They said, "Fear not," and gave him good tidings of a learned boy.
phir to dil hi dil mein unn say khofzada hogaye. unhon ney kaha aap khof na kijiye aur unhon ney uss ( hazrat Ibrahim ) ko aik ilm walay larkay ki bisharat di.
फिर उस ने दिल में उन से डर महसूस किया। उन्होंने कहा, "डरिए नहीं।" और उन्होंने उसे एक ज्ञानवान लड़के की मंगल-सूचना दी