When they said, "Joseph and his brother are more beloved to our father than we, while we are a clan. Indeed, our father is in clear error.
Jabkay unhon ney kaha kay yousuf aur uss ka bhai ba-nisbat humaray baap ko boht ziyada piyaray hain halankay hum ( taqatwar ) jamat hain koi shak nahi kay humaray abba sareeh ghalati mein hain.
जब उसके भाइयों ने आपस में कहा कि यूसुफ़ और उसका भाई हमारे वालिद को हमसे ज़्यादा महबूब हैं; हालाँकि हम एक पूरी जमात हैं, यक़ीनन हमारे वालिद एक खुली हुई ग़लती में मुब्तला हैं।
They said, " If a wolf should eat him while we are a [strong] clan, indeed, we would then be losers."
Unhon ney jawab diya kay hum jaisi ( zor aawar ) jamat ki mojoodgi mein bhi agar issay bheyriya kha jaye to hum bilkul nikammay hi huye.
उन्होंने कहा कि अगर उसको भेड़िया खा गया जबकि हम एक पूरी जमात हैं तो हम बड़े ख़सारे वाले साबित होंगे।
Indeed, those who came with falsehood are a group among you. Do not think it bad for you; rather it is good for you. For every person among them is what [punishment] he has earned from the sin, and he who took upon himself the greater portion thereof - for him is a great punishment.
Jo log yeh boht bara bohtan bandh laye hain yeh bhi tum mein say hi aik giroh hai. Tum issay apnay liye bura na samjho bulkay yeh to tumharay haq mein behtar hai. Haan inn mein say her aik shaks per itna gunah hai jitna uss ney kamaya hai aur inn mein say jiss ney iss kay boht baray hissay ko sir anjam diya hai uss kay liye azab bhi boht hi bara hai.
जो लोग तोहमत घड़ लाए हैं वे तुम्हारे ही भीतर की एक टोली हैं। तुम उसे अपने लिए बुरा मत समझो, बल्कि वह भी तुम्हारे लिए अच्छा ही है। उन में से प्रत्येक व्यक्ति के लिए उतना ही हिस्सा है जितना गुनाह उस ने कमाया, और उन में से जिस व्यक्ति ने उस की ज़िम्मेदारी का एक बड़ा हिस्सा अपने सिर लिया उस के लिए बड़ी यातना है