And he turned away from them and said, "Oh, my sorrow over Joseph," and his eyes became white from grief, for he was [of that] a suppressor.
Phir unn say mun pher liya aur kaha haaye yousuf! Inn ki aankhen ba waja ranj-o-ghum kay safaid ho chuki thin aur woh ghum ko dabaye huye thay.
और उसने उन से रुख़ फेर लिया और कहाः हाय यूसुफ़! और ग़म से उसकी आँखें सफ़ेद पड़ गईं और वह ग़म को दबाए हुए था।
And when one of them is informed of [the birth of] a female, his face becomes dark, and he suppresses grief.
Inn mein say jab kissi ko larki honey ki khabar di jaye to uss ka chehra seeha hojata hai aur dil hi dil mein ghutney lagta hai.
और जब उनमें से किसी को बेटी की ख़ुश-ख़बरी दी जाए तो उसका चेहरा सियाह पड़ जाता है और वह जी ही जी में कुढ़ता है।
And when one of them is given good tidings of that which he attributes to the Most Merciful in comparison, his face becomes dark, and he suppresses grief.
( Halankay ) inn mein say kissi ko jab uss cheez ki khabar di jaye jiss ki misal uss ney ( Allah ) rehman kay liye biyan ki hai to uss ka chehra siyah parr jata hai aur woh ghumgeen hojata hai.
और हाल यह है कि जब उन में से किसी को उस की मंगल सूचना दी जाती है, जो वह रहमान के लिए बयान करता है, तो उस के मुँह पर कलौंस छा जाती है और वह ग़म के मारे घुटा-घुटा रहने लगता है