Say, "I only warn you by revelation." But the deaf do not hear the call when they are warned.
Keh dijiye! Mein to tumhen Allah ki wahee kay zariye aagah ker raha hun magar behray log baat nahi suntay jabkay unhen aagah kiya jaye.
कह दो, "मैं तो बस प्रकाशना के आधार पर तुम्हें सावधान करता हूँ।" किन्तु बहरे पुकार को नहीं सुनते, जबकि उन्हें सावधान किया जाए
Indeed, you will not make the dead hear, nor will you make the deaf hear the call when they have turned their backs retreating.
Be-shak aap murdon ko nahi suna saktay hain aur na behron ko apni pukar suna saktay hain jabkay woh peeth pheray roo gardaan ja rahey hon.
तुम मुर्दों को नहीं सुना सकते और न बहरों को अपनी पुकार सुना सकते हो, जबकि वे पीठ देकर फिरे भी जा रहें हो।
So indeed, you will not make the dead hear, nor will you make the deaf hear the call when they turn their backs, retreating.
Be-shak aap murdon ko nahi suna saktay aur na behron ko ( apni ) awaz suna saktay hain jab kay woh peeth pher ker murr gaye hon.
अतः तुम मुर्दों को नहीं सुना सकते और न बहरों को अपनी पुकार सुना सकते हो, जबकि वे पीठ फेरे चले जा रहे हों