And [that they may know] that the Hour is coming - no doubt about it - and that Allah will resurrect those in the graves.
Aur yeh kay qayamat qata’an aaney wali hai jiss mein koi shak-o-shuba nahi aur yaqeenan Allah Taalaa qabron walon ko doobara zinda farmaye ga.
और यह कि क़ियामत की घड़ी आने वाली है, इसमें कोई सन्देह नहीं है। और यह कि अल्लाह उन्हें उठाएगा जो क़ब्रों में हैं
And not equal are the living and the dead. Indeed, Allah causes to hear whom He wills, but you cannot make hear those in the graves.
Aur zinday aur murday barabar nahi hosaktay Allah Taalaa jiss ko chahata hai suna deta hai aur aap unn logo ko nahi suna saktay jo qabron mein hain.
और न जीवित और मृत बराबर हैं। निश्चय ही अल्लाह जिसे चाहता है सुनाता है। तुम उन लोगों को नहीं सुना सकते, जो क़ब्रों में हो।
O you who have believed, do not make allies of a people with whom Allah has become angry. They have despaired of [reward in] the Hereafter just as the disbelievers have despaired of [meeting] the inhabitants of the graves.
Aey musalmano! Tum uss qom say dosti na rakho jin per Allah ka ghazab nazil ho chuka hai jo aakhirat say iss tarah mayyus ho chukay hain jaisay kay murda ehal-e-qabar say kafir na umeed hain.
ऐ ईमान लाने वालो! ऐसे लोगों से मित्रता न करो जिन पर अल्लाह का प्रकोप हुआ, वे आख़िरत से निराश हो चुके हैं, जिस प्रकार इनकार करने वाले क़ब्र वालों से निराश हो चुके हैं
But does he not know that when the contents of the graves are scattered
Kiya issay who waqat maloom nahi jabb qabron mein jo kuch hy nikal liya jaey ga.
तो क्या वह जानता नहीं जब उगलवा लिया जाएगा जो क़ब्रों में है