Beautified for people is the love of that which they desire - of women and sons, heaped-up sums of gold and silver, fine branded horses, and cattle and tilled land. That is the enjoyment of worldly life, but Allah has with Him the best return.
Marghoob cheezon ki mohabbat logon kay liye muzayyen ker di gaee hai jaisay aurten aur betay aur soney aur chandi kay jama kiye huye khazaney aur nishandaar ghoray aur chopaye aur kheti yeh duniya ki zidagi ka saman hai aur lotney ka acha thikana to Allah Taalaa hi kay pass hai.
लोगों के लिए ख़ुशनुमा कर दी गई है ख़्वाहिशों की मुहब्बत, औरतें और बेटे, सोने और चाँदी के ढेर, निशान लगे हुए घोड़े, और जानवर और खेती, ये सब दुनियावी ज़िंदगी के सामान हैं, और अल्लाह के पास अच्छा ठिकाना है।
Allah wants to accept your repentance, but those who follow [their] passions want you to digress [into] a great deviation.
Aur Allah chahata hai kay tumhari tauba qabool keray aur jo log khuwaishaat kay pairoo hain woh chahtay hain kay tum iss say boht door hatt jao.
और अल्लाह चाहता है कि तुम्हारे ऊपर तवज्जोह करे, और जो लोग अपनी ख़्वाहिशात की पैरवी कर रहे हैं वे चाहते हैं कि तुम सीधे रास्ते से बहुत दूर निकल जाओ।
But there came after them successors who neglected prayer and pursued desires; so they are going to meet evil -
Phir inn kay baad aisay na khalaf peda huye kay unhon ney namaz zaya ker di aur nafsani khuwishon kay peechay parr gaye so unn ka nuksan unn kay aagay aayega.
फिर उन के पश्चात ऐसे बुरे लोग उन के उत्तराधिकारी हुए, जिन्होंने नमाज़ को गँवाया और मन की इच्छाओं के पीछे पड़े। अतः जल्द ही वे गुमराही (के परिणाम) से दोचार होगा