And indeed, there is among them a party who alter the Scripture with their tongues so you may think it is from the Scripture, but it is not from the Scripture. And they say, "This is from Allah ," but it is not from Allah . And they speak untruth about Allah while they know.
Yaqeenan inn mein aisa giroh bhi hai jo kitab parhtay huye apni zaban marorta hai takay tum ussay kitab hi ki ibarat khayal kero halankay kay dar-asal woh kitab mein say nahi aur yeh kehtay bhi hain kay woh Allah Taalaa ki taraf say hai halankay woh dar-asal Allah Taalaa ki taraf say nahi woh to daanista Allah Taalaa ki taraf jhoot boltay hain.
और उनमें कुछ लोग ऐसे भी हैं जो अपनी ज़बानों को किताब पढ़ते वक़्त मोड़ते हैं ताकि तुम उसको किताब में से समझो; हालाँकि वह किताब में से नहीं, और वे कहते हैं कि यह भी अल्लाह की जानिब से है; हालाँकि वह अल्लाह की जानिब से नहीं, और वे जान-बूझ कर अल्लाह पर झूठ बोलते हैं।
Here you are loving them but they are not loving you, while you believe in the Scripture - all of it. And when they meet you, they say, "We believe." But when they are alone, they bite their fingertips at you in rage. Say, "Die in your rage. Indeed, Allah is Knowing of that within the breasts."
Agar aqal mand ho ( to ghor kero ) haan tum to enhen chahtay ho aur woh tum say mohabbat nahi rakhtay tum poori kitab ki mantay ho ( woh nahi mantay phir mohabbat kaisi? ) yeh tumharay samney to apney eman ka iqrar kertay hain lekin tanahi mein maaray gussay kay ungliyan chabatay hain kehdo kay apney gussay hi mein marr jao Allah Taalaa dilon kay raazon ko bakhoobi janta hai.
तुम उनसे मुहब्बत रखते हो मगर वे तुम से मुहब्बत नहीं रखते; हालाँकि तुम सब आसमानी किताबों को मानते हो, और जब वे तुम से मिलते हैं तो कहते हैं कि हम ईमान लाए, और जब आपस में मिलते हैं तो तुम पर ग़ुस्से से उंगलियाँ काटते हैं, आप कह दीजिए कि तुम अपने ग़ुस्से में मर जाओ, बेशक अल्लाह दिलों की बात को जानता है।
But those who hold fast to the Book and establish prayer - indeed, We will not allow to be lost the reward of the reformers.
Aur jo log kitab kay paband hain aur namaz ki pabandi kertay hain hum aisay logon ko jo apni islah keren sawab zaya na keren gay.
और जो लोग अल्लाह की किताब को मज़बूती से पकड़ते हैं और नमाज़ क़ायम करते हैं, बेशक हम ऐसे नेक काम करने वालों का अज्र ज़ाया नहीं करेंगे।
Those who deny the Book and that with which We sent Our messengers - they are going to know,
Jinn logon ney kitab ko jhutlaya aur ussay bhi jo hum ney apnay rasoolon kay sath bheja unhen abhi abhi haqeeqat-e-haal maloom hojayegi.
जिन लोगों ने किताब को झुठलाया और उसे भी जिस के साथ हम ने अपने रसूलों को भेजा था। तो शीघ्र ही उन्हें मालूम हो जाएगा