Indeed, those who reject the message after their belief and then increase in disbelief - never will their [claimed] repentance be accepted, and they are the ones astray.
Be-shak jo log apney eman laney kay baad kufur keren phir kufur mein barh jayen unn ki tauba hergiz hergiz qabool na ki jaye gi yehi gumrah log hain.
बेशक जो लोग ईमान लाने के बाद मुनकिर हो गए फिर कुफ़्र में बढ़ते रहे उनकी तौबा हरगिज़ क़बूल न की जाएगी, और यही लोग गुमराह हैं।
Indeed, those who have believed then disbelieved, then believed, then disbelieved, and then increased in disbelief - never will Allah forgive them, nor will He guide them to a way.
Jin logon ney eman qabool ker kay phir kufur kiya phir eman laa ker phir kufur kiya phir apney kufur mein barh gaye Allah Taalaa yaqeenan unhen na bakshay ga aur na unhen raah-e-hidayat sujhaye ga.
बेशक जो लोग ईमान लाए फिर इनकार किया फिर ईमान लाए फिर इनकार किया और फिर इनकार में बढ़ते गए तो अल्लाह उनको हरगिज़ नहीं बख़्शेगा और न उनको राह दिखाएगा।
The bedouins are stronger in disbelief and hypocrisy and more likely not to know the limits of what [laws] Allah has revealed to His Messenger. And Allah is Knowing and Wise.
Dehati log kufur aur nifaq mein boht hi sakht hain aur unn ko aisa hona hi chahaiye kay unn ko inn kay ehkaam ka ilm na ho jo Allah Taalaa ney apney rasool per nazil farmaye hain aur Allah bara ilm wala bari hikmat wala hai.
देहात वाले कुफ़्र व निफ़ाक़ में ज़्यादा सख़्त हैं और इसी लायक़ हैं कि अल्लाह ने अपने रसूल पर जो कुछ उतारा है उसके हुदूद से बेख़बर रहें, और अल्लाह सब कुछ जानने वाला, हिकमत वाला है।
Have you not considered those who exchanged the favor of Allah for disbelief and settled their people [in] the home of ruin?
Kiya aap ney unn ki taraf nazar nahi daali jinhon ney Allah ki nemat kay badley na shukri ki aur apni qom ko halakat kay ghar mein laa utara.
क्या आपने उन लोगों को नहीं देखा जिन्होंने अल्लाह की नेमत के बदले कुफ़्र किया और जिन्होंने अपनी क़ौम को हलाकत के घर जहन्नम में पहुँचा दिया।