They are [varying] degrees in the sight of Allah , and Allah is Seeing of whatever they do.
Allah Taalaa kay pass inn kay alag alag darjay hain aur inn kay tamam aemaal ko Allah bakhoobi dekh raha hai.
अल्लाह के यहाँ उनके दर्जे अलग-अलग होंगे, और अल्लाह देख रहा है जो वे करते हैं।
And for all are degrees from what they have done. And your Lord is not unaware of what they do.
Aur her aik kay liye unn kay aemaal kay sabab darjay milen gay aur aap ka rab inn kay aemaal say bey khabar nahi hai.
और हर शख़्स का दर्जा है उसके अमल के लिहाज़ से, और आपका रब लोगों के आमाल से बेख़बर नहीं।
Those are the believers, truly. For them are degrees [of high position] with their Lord and forgiveness and noble provision.
Sachay eman walay yeh log hain inn kay liye baray darjay hain inn kay rab kay pass aur maghfirat aur izzat ki rozi hai.
यही लोग हक़ीक़ी मोमिन हैं, उनके लिए उनके रब के पास दर्जे और मग़्फ़िरत हैं और (उनके लिए) इज़्ज़त की रोज़ी है।
And for all there are degrees [of reward and punishment] for what they have done, and [it is] so that He may fully compensate them for their deeds, and they will not be wronged.
Aur her aik ko apnay apnay aemaal kay mutabiq darjay milen gay takay unhen unn kay aemaal kay pooray badlay day aur unn per zulm na kiya jayega.
उन में से प्रत्येक के दरजे उन के अपने किए हुए कर्मों के अनुसार होंगे (ताकि अल्लाह का वादा पूरा हो) और वह उन्हें उन के कर्मों का पूरा-पूरा बदला चुका दे और उन पर कदापि ज़ुल्म न होगा